Shawwal ke rozo ki Fazilat

Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat

Hadees of the Day

Shawwal ke 6 Rozo Ki Fazilat

Abu-Ayyub-Ansari (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya :

“Jo Roze Rakhe Ramzan ke aur iske sath lagaye 6 Roze Shawwal ke tou isko humesha ke Rozon ka Sawaab milega.”

📕 Sahih-Muslim, Hadees#2758
📕 Sunan-Ibn-Majah, Hadees#1716


Ek aur Riwayat me aata hai ke –

Rasol’Allah (ﷺ) ke Aazad karda Ghulaam Hazrate Sobaan (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya –

“Jo Eid-Ul-Fitr ke Baad 6 Din ka Roza rakhe isko purey Saal ke Rozon ka Sawaab milega, Jo ek neki laye isko iska 10 Gunaa ajar milega.”

📕 Sunan-Ibn-Majah; Hadees no.1715

5/5 - (2 votes)

Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou…

Hadith: 6-June:

✦ Roman Urdu:

Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe.”

✦ हिंदी हदिस:

अबू अयूब (र.अ) से रिवायत है के, अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: ” जिसने रमज़ान के रोज़े रखे और इस के बाद शवाल के 6 रोज़े रखे तो गोया इस ने पूरे साल के रोज़े रखे।”

✦ English Hadith:

Narrated Abu Ayyub: The Prophet (ﷺ) as saying: “If anyone fasts during Ramadan, then follows it with six days in Shawwal, it will be like a perpetual fast.”

📕 Sunan Abi Dawood 2433


People also search as:

5/5 - (2 votes)