Hadees Of The Day | 31 Aug 2021
Apne Amal Ko Barbaad Na Karo
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo
Aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo,
Aur apne amaal ko barbaad na karo.”
[ Quran 47:33 ]
Sajde ki Fazeelat: Allah ki Qurbat ka Jariya, Banda Apne Rab ke Sabse Zyada Qareeb Sajde ki halat me hota Hai
Hadees Of The Day | 4 Sep 2021 | Allah Ta’ala Sakht Azaab dene wala aur Bakshshne wala bhi hai ( Surat-ul-Maaidah : 98 )
Hadees Of The Day | 3 Sep 2021 Taqwa walo ke liye Nijaat Hai Allah Ta’ala Farmata Hai: “Jo Shakhs …
Hadees Of The Day | 2 Sep 2021 Allah Ka Haq Bando par Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah …
Hadees Of The Day | 1 Sep 2021 Raham Dil Bano Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta’ala Apne …
Hadees Of The Day | 31 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo
Aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo,
Aur apne amaal ko barbaad na karo.”
[ Quran 47:33 ]
Hadees Of The Day | 30 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
” Allah ke Nazdeek Sabse Zyada Izzat wala
Woh hai Jo Sabse Zyada (Allah se)
Darne wala hai.”
[ Quran, 49:13 ]
Hadees Of The Day | 29 Aug 2021
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain :
“Insaan ke Badan ke har Jod par
har us Din ka Sadqa Waajib
hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai.
Aur Logo ke Darmiyaan
Insaaf Karna bhi Ek Sadqa hai.”
[ Sahih Bukhari Hadees : 2707 ]
Hadees Of The Day | 28 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:
“Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein
Pahunch kar Rahegi,
Phir Tum Sab Chhupe Khule ke Janne wale
(Allah) ki Taraf Lautaye Jaoge Aur
Woh Tumhein Tumhare kiye hue Tamaam
Kaam bata dega.”
[ Quran, 62:8 ]
Hadees Of The Day | 27 Aug 2021
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Ta’ala Quran me farmata hai:
“Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat
Iman Walon ko fayda deti hai.”
[ Al-Quran, 51:55 ]
Hadees Of The Day | 26 Aug 2021
Abu Saeed Khudri & Abu Huraira (r. a) se riwayat hai
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai:
Hadees Of The Day | 25 Aug 2021 Bajamat namaz ki Fazeelat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Bajamat namaz …
Hadees Of The Day | 24 Aug 2021
Allah Taala ka farman hai ke:
“Jo Shakhs Shaitani Qadmo ki pairwi kare to
Behayayi aur Burey kaamo ka hi hukm karega.”
[ Surah Noor 24:21 ]
Hadees Of The Day | 23 Aug 2021
۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai:
“Banda Apne RAB ke Sabse Ziyada Nazdeek Sajdey ki Haalat me hota hai,
Lehaza Uss Waqt Ziyada Dua Maanga karo.”
[ Muslim Sharif ]
Hadees Of The Day | 22 Aug 2021
Allah rabbul izzat Quran e Karim me farmata hai.
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
‟Aur un Aurto (Apni Biwiyoun) ke Sath
📕 Surah An-Nisa 4:19
bhale andaaz me Zindagi basar karo.’
Aaj ki Hadees | Hadees of the day दिखावे के काम करने वाले का अंजाम नबी करीम (ﷺ) ने फरमाया: …
Read MoreJo Logon ko Dikhlaane aur Shohrat ke liye kaam karega
Hadees of the Day
Nabi-e-Kareem(ﷺ) ne farmaya :
“Qayamat Uss waqt tak Qayaam na hogi Jab tak meri Ummat ki ek Jamaat Mushriko se na jaa miley aur Meri Ummat ke bahut se log BoothParasti na karey.”