♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahih Muslim me Zainab Binte Abi Salma (RaziAllahu Anhuma) se marvi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya –
“Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai, uska naam Zainab rakh do.”
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki Allah ko malum hai Tum me Nek aur Bura koun hai
Related Posts:
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid bin Khalid (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye jagata hai" - (Sunan Abu Dawud, 5101-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: ज़ैद बिन खालिद(रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja…
- Ilm Per Khud Bhi Amal Kare Aur Dusron Tak Bhi Pohchaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Mai Ne Shab-e-Meraj Me Dekha Ki Kuch Logon Ke Honth(Lips) Aag Ki Kenchiyo Se Kaate Ja Rahe They. Mai Ne Pucha 'Jibrail Ye Koun Log Hai?' Jibrail Ne Kaha 'Ye Aapki Ummat Ke Waaj Kehne Wale Hai Jo Logon Ko Acchi Baat…
- Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…
- Safaid Kapdey Pehena karo Kyun Ki Yeh Pakeeza aur… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Samurah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Safaid (White) Kapdey Pehna Karo, Kyun Ki Yeh Pakeeza aur Saaf-O-Shafaf Hotey Hai. Aur Apne Murdon Ko Bhi Safaid Kapdon Me Kafan Diya Karo" - (Sunan an-Nasa'i 5323) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: समुराह (र.अ) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह…
- Pait Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) Ne Farmaya: "Pait (Stomach) Ke Bal Mat Leta Karo, Allah Ta'ala Isko Pasand Nahi Farmata" - (Tirmizi Sharif) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: "पेट (Stomach) के बल मत लेटा करो, अल्लाह तआला इसको पसंद नहीं फरमाता" - (तिरमिज़ी शरीफ) For more Islamic messages…
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Aurato Se Mehaz Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Nabi (ﷺ) Ne Farmaya - "Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo, Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Kar De, Na Uske Maal Ki Wajah Se Nikah Karo, Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaaho Me Mubtela Kar De, Balki Deendari Ki…
- Tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ "Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo Main tumhari Dua Qubul karunga." - Al-Quran 40:60 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Thabit (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me se har shakhs ko chahiye ki wo apni tamam hajatein apne RABB…
- Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna Allah Ta'ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega, Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem…
- Behtareen Amaal - Sila Rehmi Karo, Muaf Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aqbaa Bin Aamir (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ki, Mai Rasool'Allah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz Kiya: "Ya Rasool'Allah (ﷺ)! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya: "Aqbaa! ∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale)…
- Nazar Ki Pairwi Na Karo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jarir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Mainey Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pucha Ki: (Ghair Mahram Par) Achanak Girney Wali Nazar Ka Kya Hukm Hai? Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki, "Tu Apni Nazar Pher Le". - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 381-Sahih) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Hawa bhi Allah ki Rehmat hai Usey Bura na Kaho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Mat Bura kaho Hawa ko! kyun ki wo Allah ki Rehmat me se hai, Jo Rehmat ya Tabaahi lekar aati hai. Par Allah se uski Bhalaayi mango aur uski Buraayi (Tabahi) se Panah chaaho.” - (Sunan Ibne…
- Allah ka Naam Lekar Darwaze Band kiya karo Kyunki ... Hadees of the Day Allah ka Naam Lekar Darwaze Band kiya karo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah ka Naam Le Kar Darwaze Band kiya karo,Kyunki Shaitan Aise band Darwaze ko Nahi khol Sakta.” 📕 Sahih Bukhari: 3304
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Kaun sa Maal Rakhe ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Sahabi-e-Rasool se Riwayat hai ke, Jab Sone aur Chandi ke bare me Aayat Nazil hui tou log (Sahaba) kehne lagey ke ab Kaun sa Maal hum apne liye rakhe ? Umer (RaziAllahu anhu) ne kaha: "Main isey tumare liye malum karke aata hu,.." aur Aapne Uoont (Camel) par…
- Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Aye Logon! Tum Salaam Ka Charcha Karo aur (Logo ko) Khana Khilao aur Rishtedaro Ke Saath Achcha Sulooq Karo aur Raato Ko Jab Sab Log So Rahe Ho tou Tum Namaze Padho, Tum Aisa Karoge Tou Salamati Ke Saath…
- Halaal Tarike Ki Mehnat Se Rozi Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Lakdiyon Ka Gatthha Apni Peeth Par (Bechne) Ke Liye Phire Tou Wo Uss Se Achcha Hai Ki Kisi Ke Samne Haath Failaye Aur Wo Usey Kuch De Ya Na…