‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe.
Al-Quran: Tum aise kanjus na bano ke ke apne hath ko gardan… Al-Quran: 1-April ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Tum aise (kanjus) na (bano ke) ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho aur na (aise fuzool karch ke) hath ko bilkul hi khula chdod do; ke jis ke nateeje me tumhe qabile malamat aur khali hath ho kar baithna pade.❞ 📕 Surah Bani Israeel17:29
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282
Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye… Quran: 9-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho.❞ -Surah Bani Isra'il 17:53
Hadees: Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi… Hadith: 4-April: Amar (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Tum Qarz lena kum kar do, Aazadi ke sath Zindagi Guzaroge. 📕 Shoaib Ul Iman 5557
Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern science, muslim scientist, discoveries and inventions by muslim scientist, 1001 inventions muslim heritage in our world, Science In The Medieval…
Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
Fazail-e-Quran: Part 9 ✦ Fazail 3: Quran Remat hai Momeenin ke liye Ab Rehmat ko Humne 3 Hisso me Taqseem kiya hai. Rehmat Duniya ki, Rehmat Barzakh(Qabr Ke Zindagi) ki, Rehmat Aakhirat ki. Allah Rabbul Izzat Quraan me Iskey talluk se farmata hai: Ye Quraan Aye Nabi Momineen ke liye Hidayat aur Rehmat hai.- Surah Nehal 16:77 Ye Quraan Nekokaro ke liye Rehmat hai.- Surah Luqmaan 31:3 Aayiye Iska Pahla Marhala Letey Hai Ke Duniya Me Kya Rehmat Hai .. 1) Quraan me Duniya ki Rehmat A) 1st Duniyawi Fayda: Gumrahiyo se Hifazat - Jo Shakhs Iss Kitab se Apna Talluk Rakhta hai,…
Naye Saal ki Aamad! Josh se nahi hosh se kaam lein... New Year ki Sharayi Haisiyat NAYE SAAL KI AAMAD!Josh se Nahi Hosh se Kaam Lein. Humari Zindagi Badi Mukhtasar hai. Har Aane Wala Din Hamari Zindagi ko Kum Kar Raha hai. Ek Din Hamari Zindagi Khatm ho Jayegi aur Hum Apne Rab ke Samne Pesh Honge.Uss Din ke liye Humari kya tayyari hai? Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai - ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aye Iman Walo! Allah se Darte Raho aur Har Shakhs ko Yeh Dekhna Chahiye ki Usne Kal (Qayaamat) ke liye Kya Aage bheja hai." 📕 Quran 59:18 Courtesy: iPlus tv
Sunnat ki Ahmiyat: Part 2 ✩ Rasool’Allah (ﷺ) ki ba'asat ka maksad: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ka mu'amla dusre Ambiya (Alaihi Salam) se mukhtaleef hai, kyunki Aapka paigaam aapki ba’asat se lekar Qayamat tak hai. Jabki digar Ambiya (Alaihi Salam) ka paigaam unke Zindagi unki Hayat ek makhsus Wakt tak hua karta tha, Jab tak ke dusra Nabi na aajaye, aur jab dusra Nabi aata tou pahle ki shariyat khatm dusre ki laagu ho jati. Lekin kyun ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) aakhri Nabi hai! Insaniyat ki taraf aur tamam Aalam ki taraf bheje gaye, ab aapke baad koi Nabi nahi aaney wala lihaja Aapki ita'at…
Ilm Ki Ahmiyat: Part-3 Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Taalluk Se Youn Tou Alllah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Kayi Ayate Nazil Ki Hi, Insha'Allah Kuch Ka Tazkira Hum Iss Post Me Karne Ki Koshish Karenge: ✦ 1. Ilm Me Barkat Ke Liye Behtareen Dua: [bs-quote quote=" Wa Qul Rabbi Zidni Ilmaah (Aye Nabi Dua Kijiye Apney Rabb Se Ke) Aye Allah Mere Ilm Me Ijafa Kar." style="style-7" align="center" author_name="- (Al Quran, Surah Tahaa 20:114)"][/bs-quote] Ye Hukmi Aayat Hai Aur Andaja Lagayiye Ke Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Hukm Aa Raha Hai Ke Aap Apne Rab Se Ilm Ki Barkat Ke…
Sabse Badh Kar Naaqis/Burey Amaal Kin Logo ke Hain ? ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai - "(Aye Nabi ﷺ)! Aap Logon se Farma Dijiye ke, Kya Hum Tumhe Bataa De Ki Sabse Badh Kar Naaqis/Burey Amaal Kin Logo Ke Hain, Unke Jinki Saari Koshish Duniya Ki Zindagi Me Gum Ho Gayi, Aur Wo Iss Khayal Me Hain Ki Hum Achcha Kaam Kar Rahe Hain." - (Al-Quran; Surah Kahf 18:103-104) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ अल्लाह रब्बुल इज्ज़त कुराने करीम में फरमाता है: " (ऐ नबी ﷺ)! आप लोगों से फरमा दिजिये के, क्या हम तुम्हे बता ना दे की सबसे बढ़कर नाकिस/बुरे आमाल किन लोगों…
Quran Hujjat Hai Tumhare Haq Me Ya Tumhare Khilaf ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Malik Ashari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Puri Tarah Wuzu Karna Emaan Ka Hissa Hai Aur Alhamdulillah Kahne Se Meezan (Nama-e-Amaal Ka Tarazu) Bhar Jata Hai, Tasbeeh (SubhanAllah) Aur Takbir (AllahuAkbar) Se Zameen Aur Aasman Bhar Jate Hain, Namaz Noor Hai Aur Zakaat Daleel Hai, Sabr Roshni Hai Aur Quran Hujjat Hai Tumhare Haq Me Ya Tumhare Khilaf.." - (Sunan Ibn Majah, Vol 1, 280-Sahih) *Quraan Hujjat Hai Se Muraad Roze Qayamat Quran Gawahi Dega Us Shakhs Ke Haq me Jisne Isey padha, Is Se Hidayat Hasil Ki aur…