Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam ... Aaj ki Aayat | Verse of the Day Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan ne Lipat kar Deewana Bana liya ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah se hogi ki Unhoney Kaha tha ki Kharid wa Farokht bhi Sood ki tarah hai,Jabki Allah Ta'ala ne Khareed aur Farokht ko Halaal Qarar diya hai aur Sood ko Haraam phir Jisko Uskey Rab ki Naseehat Pahunchi aur Wo (Sood Lene se) Baaz aa Gaya tou Wo jo kuch Pahley Le chuka hai Wo…
Hadees: Jis Qoum me Sood aam ho jata hai, us me pagal pan ki… Hadith: 10-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jis Qoum me Sood (interest/usury) aam ho jata hai, us me Pagal pan ki bimari phail jati hai. 📕 Al Kabair Liz Zahabi: 1/61
Sood aur Rishwat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sood kya hai, Sood ki hakikat, sood ke nuqsanat, sood ki tabah kariyan, sood ki hurmat, sood ka gunah, sood kya hai in islam, what is rishwat, rishwat in quran, ayat on rishwat, speech on rishwat in urdu, rishwat hadees, rishwat kya hai
Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
Jo Shakhs Allah ke Zikr se airaz karega Allah Rabbul Izzat Quran me Fermata Hai – ♥ Al-Quran: "Jo Shakhs Apney Rab Ke Zikr Se Airaaz Karega Allah Usey Shadeed Tareen Azaab Me Mubtela Karega...” – (Surah Jinn: Ayat 17) Ek aur Aayat me Allah Rabbul Izzat Ne Farmaya – ♥ Al-Quran: Jab Mera Banda Mere Ziqr Se Airaaj Karta Hai Tou Hum Uske Upar Ek Shaitan Musallat Karte Hai Aur Wo Uska Humesha Ka Saathi Marne Tak Ban Jata Hai, Aur Wo Usko Humare (Yaani Allah) Ke Rastey Se Behkata Bhatkata Hai Aur Aisa Dikhata Hai Ke Tum Tou Hidayat Par Ho, Bus Chaltey Raho Jaisa Kar…
Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo Allah ke siwa aise shakhs ko pukare jo usey Qayamat tak jawab na de?” – (Roman Urdu; Quran; Surah Kahaf 46:05) “और उस शख़्श से बढ़ कर कौन गुमराह हो सकता है जो अल्लाह के सिवा ऐसे शख़्श को पुकारे जो उसे क़यामत तक जवाब ना दे?“ – (हिंदी अनुवाद; कुरान; सुरह कहफ़ 46:05) “And who is more astray than one who invokes besides Allah, such as will not answer him to the Day of Judgement, and who (in fact) are unconscious of their call…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Sood (Riba) ke Nuqsanat by Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/watch?v=YPwzqyWg4UE Sood ke Nuqsanat Destruction of Usury or Interest By Adv. Faiz Syed, Sood ki Lanat, Interest (Sood) In Islam, What Islam say about Interest/Usury/riba/sood, Sood aur us ka Ilaj, What is Riba (Usury and Interest) (Sood) According to Quran and Sunnah, What is Riba - Sood in the Light of Quran, why sood is haram in islam in urdu, Sood ke nuqsanat in urdu People also search as: Has Islam really prohibited interest? Interest and Islam Interest haram in Islam Interest usury forbidden in Islam Islam aur Sood Riba Riba is Haram Sood Sood in Islam in Urdu Sood…
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe Tou Bach… – Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke - "Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,.." Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na Padhey Tou Chal Jata” Iss Usool Ko Maan Ley Tou Hume Batayiye Sabse Pahle Jannat Ka Mustahik Koun ? ... - Jaahir Si Baat Hai Kaafir Hi Jannat Ke Mustahik Hotey ,.. Wo Tou Kehetey Ke – “Aye Allah Padhna Aur Naa Padhna Tou Bohot Door Ki Baat ! Humko Tou Maloom Hi Na Thi Ke Ye Teri Kitab Hai…