Sood aur Rishwat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sood kya hai, Sood ki hakikat, sood ke nuqsanat, sood ki tabah kariyan, sood ki hurmat, sood ka gunah, sood kya hai in islam, what is rishwat, rishwat in quran, ayat on rishwat, speech on rishwat in urdu, rishwat hadees, rishwat kya hai
Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
Sood (Riba) ke Nuqsanat by Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/watch?v=YPwzqyWg4UE Sood ke Nuqsanat Destruction of Usury or Interest By Adv. Faiz Syed, Sood ki Lanat, Interest (Sood) In Islam, What Islam say about Interest/Usury/riba/sood, Sood aur us ka Ilaj, What is Riba (Usury and Interest) (Sood) According to Quran and Sunnah, What is Riba - Sood in the Light of Quran, why sood is haram in islam in urdu, Sood ke nuqsanat in urdu People also search as: Has Islam really prohibited interest? Interest and Islam Interest haram in Islam Interest usury forbidden in Islam Islam aur Sood Riba Riba is Haram Sood Sood in Islam in Urdu Sood…
LIC in islam : Ladki ki Shadi ke liye LIC Karana kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=R3MyZXY7alk LIC in islam Does LIC permissible in Islam for Girls Marriage by Adv Faiz Sayed ?, Is LIC insurance permissible in Islam ?, is life insurance allowed in islam ?, is health insurance halal in islam ?, fatwa on lic policy, insurance in islam halal or haram, fatwa on life insurance in islam, is lic haram in islam, lic is haram or halal, kya insurance jaiz hai. lic meaning in urdu, insurance haram hai ya halal, is lic halal in islam, lic in islam, halal kamai in islam
Taqwa aur iski Ahmiyat ♥ Bismillah Hirrahman Nirrahim ♥ "Inna Akramakum 'IndAllahi Atqakum" "Beshaq Allah ke Nazdik ikram wala wohi hai jo Allah ka Darr(Taqwa) rakhta ho" (Al Quran, Surah Huzrat 49:13) Allah Rabbul Izzat ne Baar-Baar is Paigaam ko Dohraaya: “Aye wo logo jo Imaan laye ho Taqwa ikhiyar karo” aur ye Aayat Quraan me baar–baar repeat hui hai. Tou gour karne wali baat hai ke Taqwa yaani "Allah ka Darr" jo ki bohot hi ahmiyat wali baat hai jiska paigam hume diya gaya. Kyunki Allah ka Darr jab insan me aa jata hai tou Insan Haram aur Halal ki tamiz karne lagta hai, Deeno…
Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam ... Aaj ki Aayat | Verse of the Day Sood Khane Waalo ka Qayamat me Anjaam ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan ne Lipat kar Deewana Bana liya ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah se hogi ki Unhoney Kaha tha ki Kharid wa Farokht bhi Sood ki tarah hai,Jabki Allah Ta'ala ne Khareed aur Farokht ko Halaal Qarar diya hai aur Sood ko Haraam phir Jisko Uskey Rab ki Naseehat Pahunchi aur Wo (Sood Lene se) Baaz aa Gaya tou Wo jo kuch Pahley Le chuka hai Wo…
Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem… Quran: 19-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe. 📕 Surah Az-Zukhruf 32
Aur Cheez ka Allah ne joda paida kiya ... Aur Cheez ka Allah ne joda paida kiya ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Aur har cheez ko humne joda joda paida kiya hai taaki tum nasihat hasil karo." 📕 Al-Quran; 51:49
Hadees: Jis Qoum me Sood aam ho jata hai, us me pagal pan ki… Hadith: 10-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jis Qoum me Sood (interest/usury) aam ho jata hai, us me Pagal pan ki bimari phail jati hai. 📕 Al Kabair Liz Zahabi: 1/61
Rashk Kin Insano Par Hona Chahiye ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Rashk Do Hi Insano Par Hona Chahiye - ∗ (1). Jise Allah Ne Quraan Ka Ilm Diya Aur Wo Iss Ke Sath Raat Ki Gehrayion Me Khada Ho Kar Namaz Parhta Raha. ∗ (2). Jise Allah Ne Maal Diya Aur Wo Mohtajon Par Din Raat Khairat Karta Raha. - (Bukhari : Hadees-5025, Kitab-Fazaile Quran : Bab-Quran Parhne Wale Par Rashk Karna Jayaz Hai) • Note : Koi Neymat Dekh Kar Ye Khayal Paida Ho Ke Ye Neymat Uss Ke Paas Bhi Rahe Magar Mujhe Bhi Mil Jaaye! Isey Rashk Kehte Hai.…
Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Hadees of the Day Allah Taala ne Tumpar Maa ki Nafarmani Tum Par Haraam ki Al-Mughira (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan karna ( bhi haraam qarar diya hai ) aur Kil wa qail ( fuzool bateen ) kasrat se sawal (Unnecessary Demand) aur maal ki barbadi ko bhi napasand kya hai." 📕 Sahih Bukhari; Hadees: 5975 : WAJAHAT :…
Al-Quran: Jab koi baat kaho to insaf se kaam lo, chaahe… Quran: 3-May: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Taala Quran me farmata hai: ‟Jab koi baat kaho to insaf se kaam lo, chaahe muamla apne qareebi rishtedaar hi ka ho. -Surah Al-Anam 6:152