Islamic Quiz 253 : Kounsa Momin Afzal hai?

Islamic Quiz 253

Kounsa Momin Afzal hai? Options Are 👇 A. Kasrat se Nafeel Namaz Padhne Wala B. Kasrat se Nafeel Roze Rakhne … Read More

5 Zil Hijjah जिल हिज्जा

5. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

सीरत – इमाम अबू दाऊद (रहमतुल्लाहि अलैहि), अल्लाह की कुदरत – बिजली कुंदना, एक फर्ज – नेकियों का हुक्म और बुराइयों से रोकना, अच्छे अखलाक़ वाले का मर्तबा, नमाज़ से मुंह मोड़ने का गुनाह …

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

Hadees of the Day

Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain

– TRANSLITERATION –

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain aur tum mein sab se achchhe woh log hain, jo apni biwiyon ke saath achchha bartaao karte hain.

Read More

4.7/5 - (3 votes)
Hadees : Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou

Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou

Hadees of the Day

Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou

Abdullah bin Amr (R.A) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

❝ Agar Tumhare paas 4 Cheezein ho tou duniya ki kisi cheez ke na hone ka afsos nahi hoga: 1) Amanat ki Hifazat, 2) Baat me Sachhai, 3) Achchi Aadate, 4) Pakeeza Rozi.

📕 Shoaib Ul Iman, 5258

4.7/5 - (12 votes)

Khala Ka Darja Maa Ki Tarah Hai …

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki, Ek Shaksh Rasooll’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Baargah Me Hazir Hua … Read More

Riyaa ka Adna martaba bhi Shirk hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Tabrani wa Hakim ne Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Riyaa … Read More

Neki aur Burayi kya hai ?

Neki aur Burayi kya hai : Hadees

۞ Hadees: Nawas Ibne Sam’aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha – “Neki aur Burayi … Read More