Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
Islam Ka Sabse Bada Dusman Koun ? Islam ka Sabse Bada Dushman Jahil Musalman hota hai, Jahalat Usey Besabr Bana deti hai, Uski harkato se Islam ki Chavi Kharab Hoti hai aur jab Log Uski Taraf dekhte hai tou sochtey hai ke "Yahi hai Islam!" - Shaikh Ahmed Didat (Rehmatulahi Alaihi) इस्लाम का सबसे बड़ा दुश्मन अज्ञानी…
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko… Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai - ROMAN URDU - ۞ Hadees: Ka'b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta…
Deendar Khatoon .... ♥ Hiqayat: Abu-Zafar Saayiz Kehte Hain, Ek Aurat Bahot Deendar Thi Aur Uske Shab Wa Roz (Din-Raat) Yaad-A-Allah Me Sarf Hotey They! Wo Apne Shoher Se Kaha Karti, 'Uttho Kabtak Neendh Ke Maze Lete Rahoge! Khwab-A-Gaflat Se Be-Daar Ho Jao! Yeh Madh-Hoshi Kabtak Rahegi! Yeh Bhi Kehti Aapko Allah Ki…
Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki "2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya 'Tum Dono Wuzu karo aur Namaz ko dobara padho aur Roza pura karo aur dushre din is Roze ki…
Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Sachhayi Ko Laazim Pakdo Aur Hamesha Sach Bolo, Kyun Ki Sach Bolna Neki Ke Raaste Par Daal Deta Hai Aur Neki Jannat Tak Pahuncha Deti Hai. Aur Jab Aadmi Hamesha…
Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book reference : Book 36, Hadith 180 USC-MSA web (English) reference…
Log Jumme(Jume Ki Namaz) Chorne se Baaz Ajayein ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hain, Hum Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Minbar Ki Seerhio Par Farmate Huwe Suna - "Log Jumme Chorne Se Baaz Aajayein, Warna Allah Inke Dilo Par Mohar Laga Dega Aur Phir Woh Ghafileen Me Se Ho Jayenge.."…
Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai Aaj ki Aayat | Verse Of The Day Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat Iman Walon ko fayda deti hai.” 📕 Al-Quran, 51:55
Zyada Hasna Dil Ko Murda Bana Deta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zyada Na Hasaa Karo, Iss Liye Ke Ziyada Hasna Dil Ko Murda Bana Deta Hai". - [Reported by Ibn Majah, no. 4193; Silsilah as-Sahihah, no. 506] #Hiqmat: Beharhaal Iss Baat Se Aap aur Hum Tamam Muttafiq Hai Ke - Har…
Jo Logon ko Dikhlaane aur Shohrat ke liye kaam karega Aaj ki Hadees | Hadees of the day दिखावे के काम करने वाले का अंजाम नबी करीम (ﷺ) ने फरमाया: ❝ जो लोगों को दिखलाने और शोहरत के लिए (खैर के) काम करेगा तो अल्लाह सुब्हानहु क़यामत के दिन उसकी रियाकारी का हाल लोगों को सुना देगा। ❞ 📕 Sahih Bukhari…
Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sa'ad Bin Ubadah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Maine Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) se poochha "Kaunsa Sadqa Afzal hai.." Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) ne farmaya "Paani Pilana" - [Sunan Ibn e Maja, Jild : 3, Kitabul-Aadab; Bab No.8; Hadith No.3684, Page No.265] # Wajahat: Jahan par logo ko Pani ki Haajat…
Ramzan ki Fazilat: Part 5 6. Roze ka Azr aur Sawab be'hisaab hai: ۞ Hadith: Ek riwayat me Rasool’Allah (ﷺ) farmatey hai ke: “Roza Dozakh (Hell) se bachne ke liye ek dhaal hai isliye (jo Rozedar ho) wo na tou Biwi se Humbistari karey aur na fahash (Buri) aur jahalat ki batein kare aur agar…
Paigam-e-Haq Logo Tak Pohachaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mera Paigham Logon Tak Pahuchao Chahe Ek Hi Aayat Ho, - Aur Jisney Mujh Par Janbujh Kar (Intentionally) Jhoot Bola Usey Jahannum Me Apney Thikane Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye". - (Sahih…
Allah Ke Sath Kisiko Sharik Na Bana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Shakhs Ne Aakar Allah Ke (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Darkhwast Ki, Ya Rasool'Allah! Mujhe Wasiyat Farmayi Jaye!, *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - ∗ Allah Ta'ala Ke Sath Kisiko Sharik Na Bana Agar Tujhe Kaat Diya Jaye Aur Jala Diya Jaye!, ∗ Waliden Ki Nafarmani Na…
Namazi ke Aage se Guzarne ka Gunah ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith: Busr bin Sa'id se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne farmaya: ‘Agar namazi ke saamne se Guzarne wale ko Guzarne ki Saza maloom ho jaaye to isey ek qadam aage badhne ki bajae 40 tak wahi khade rahna pasand ho.' Abu an Nasr…
Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Rasool'Allah (ﷺ) Allah ke Rasool hain aur Aap ke bataye huay tariqay me hamare liye rehnumai hain. Ek aisi baat jo RasoolAllah (ﷺ) ne hum sab se farmayi thi wo hai Allah ke hukm par qayam humesha rahna hai. ۞ Hadees: Hazrate Muawiya…
Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
Qabro Ko Masjide Na Banana ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Jundub Bin Abdulullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Irshad Farmatey Huwe Suna Ki: “Tum Me Se Pahle Ke Log Apne Nabiyo Aur Waliyo Ki Qabaro Ko Masjidein Bana Letey They, Khabardar! Tum Qabro Ko Masjide Na Banana, Mai Tumhe Iss…
Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha Aaj ki Aayat | Verse of the day Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha deti hai Allah Taala farmata hai: "Jab Allah Taala ki Aayatein un Imanwalo ko padh kar sunayi jati hai tou wo Aayatein un ke iman ko aur badha deti hai." 📕 Quran, 8:2
Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna - "Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.…