♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
*Musalmano Ke Gharo Me Sub Se Behtareen Ghar Wo Hai
Jisme Koyi Yateem Rehta Hai Aur Iss Ke Saath Behtareen Salooq Kiya Jaata Ho ,..
*Aur Musalmano Ke Gharo Me Se Badd’tareen Ghar Wo Hai Ki
Iss Me Koyi Yateem Ho Aur Iss Ke Saath Bura Salooq Kiya Jata Ho..”
– (Tibrani Kabeer: Hadith No.13434)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Musalmano Ke Gharo Me Subse Accha Ghar
Related Posts:
- Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jin Logo Ne Allah Ta'ala Ko Chhor Kar Dusrey Sarparast Banaa Liye Hain Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai Jo Apna Ek Ghar Banaati Hai, Aur Sab Gharo Se Zyada Kamzor Ghar Makdi Ka Hi Hota Hai Kaash Yeh Log Iss Haqeeqat Ko Jaantey". - (Surah-Al-Ankabut:…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Gurbat Ki Fazeelat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho, Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey. (Yaani Aap Sallallahu…
- Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,..…
- Masjid Har Muttaqi Ka Ghar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Masjid Har Muttaqi (Parhezgaar, Allah Se Darne Wale) Ka Ghar Hai ,.. Aur Allah Ta'ala Ne Apne Zimme Liya Hai Ke Jiska Ghar Masjid Ho Usey Rahat (Sukun) Dunga, Uss Par Rehmat Karunga.…
- Wo Log Jannat Me Rasool'Allah Ke Sathi Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni Do Ungli Mubarak Ko Milakar Farmaya - "Mai Aur Yateem Ki Parwarish Karne Wala Jannat Me Inn Do Unglion Ki Tarah Kareeb Honge.." - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz…
- Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karne Chala .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karney Chala Uskey Ek Qadam Par Gunaah Mitata Hai Aur Dusrey Par Ek Darjah Buland Hota Hai.." - (Sahih Muslim)
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Aatishbaji Haraam !!! Afsos ! Aatishbaji Ki Napaak Rasm Ab Musalmano Me Zor Pakadati Ja Rahi Hai, Musalmano Ka Lakho-Karodo Rupiya Har Saal Aatishbaji Ki Nazr Ho Jata Hai. Aur Aaye Din Yeh Khabare Aati Hai Ke - "Falah Jagah Aatishbaji Se Itne Ghar Jal Gaye Itne Log Aag Me Jhulas Kar Marr…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Janaze Ki Awaaz Siwa Insano Ke Sab Suntey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - "Jab Janaza Tayyar Ho Jaata Hai Aur Log Usey Kaandhe Par Uthate Hai - Agar Wah Accha Hai Tou Kahta Hai Mujhe Jald Le Chalo - Agar Bura Hai Tou…
- Ghar Ki Islah Kaise Kare (Complete Lecture) by Adv. Faiz… Ghar Ki Islah ka Sunnat Tarika, Apne Ghar ki Islah kaise kare ?, Deendar Ghar ki Pehchan Video Dekhe:
- Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ka Rakhna Sakht Haraam .... ★ Sawaal: Buzurgon Aur Peeron Ki Tasveeron Ko Gharo Aur Dukaano Me Rakhna Kaisa ? » Jawaab: Aaj Kal Buzurgaane Deen Aur Peero Ki Photo Gharo Aur Dukaanon Me Rakhne Ka Chalan Ho Gaya Hai, Yahan Tak Ki Kuch Log Peeron, Waliyon Ki Tasveere Frame Kara Kar Un Par Haar…
- Rozi aur Barkat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar Ki Taraf Tezi Se Doudhti Hai Jis Me Mehmaan Ke Sath Khana Khaya Jata Hai.." - (Ibne Majah) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ke - "Barkat Tumhare Buzurgon Ke Saath Hai.."…
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Ijazat Ke Bagair Kisi ke Gharo Me Dakhil Na Hona ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Apne Gharon Ke Siwa Aur Gharon Me Na Jao Jab Tak Ke Ijazat Na Le Lo Aur Waha Ke Rehne Walo Ko Salaam Na Kar Lo, Yehi Tumhare Liye Sarasar Behtar Hai Taa'ke Tum Naseehat Hasil Karo,.." - (Surah Noor, Ayat: 27) #…
- Corona Virus ke darr se Ghar ki Chat pe Azan dena kaisa? Related Corona Virus कोरोना वायरस: संक्रामक रोग एवं इस्लाम कोरोना वाइरस से बचने की दुआ कोरोना वाइरस के डर से घरों में नमाज़ अदा करना कैसा है ? कोरोना वायरस ने इंसानो को क्या सिखाया ? कोरोना वायरस - आज़माइश या अज़ाब ? कोरोना वायरस का खौफ
- Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Hadees of the day Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Taala ne Har cheez ke saath accha tareeqa ikhteyaar karna Zaroori qaraar diya hai." 📕 Sahih Muslim 1955 (5055)
- Allah Tumhe Kinse Dosti-Dushmani Rakhne Ko Kehta Hai ? ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Tumse Tumhare Deen Ke Baare Me Nahi Lade-Bhide Aur Na Tumhe Gharo Se Nikaale Unn Logon Ke Sath Ehsan Karne Aur Unke Sath Insaaf Se Pesh Aane Se Allah Tumhe Manaa Nahi Karta, Beshaq Allah Insaaf Karne Walo Ko Azeez Rakhta Hai. Allah…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho