Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki –
Rasool’Allahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
Jiski Namaz-e-Asar Qaza Ho Gayee (Yaani Nahi Padi
Uski Misaal Aisi Hai Ke) Uska Ghar Aur Maal Sab Loot Gaya..”

(Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: 553)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: