Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo, ki ye Agarchey Maal ko tou Bikwa deti hai, magar Barkat ko khatm kar deti hai.”
Hadees of the Day ✦ Har acchi baat sikhana aur har buri baat se rokna …
Hadees of the Day Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: …
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Tijarat me Qasam ki Kasrat se Parhez kiya karo, ki ye Agarchey Maal ko tou Bikwa deti hai, magar Barkat ko khatm kar deti hai.”
۞ Hadeese Nabwi (ﷺ)
Allah ke Rasool (ﷺ) ka farmane haq hai ke,
“Acha Gumaan Acchi Ibadat se hai.”
📕 Abu Dawood, J-4, 4993
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Unki Misaal Jo Apne Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai Uss Dane ki tarah hai Jisko 7 Baali nikley Aur Unn har Baaliyon me se Sou-Sou Daane nikle Aur Allah Uss se bhi Zyada Barhaaye jiske liye chahe aur Allah Wus’at Wala Ilm Wala hai.”
» Wajahat: *Allah ki Raah me Kharch Karnewale ke Talluk se Iss Ayat me Allah Ta’ala Ek Misaal ke Tehat Farmata hai –
“Ke Koi Shakhs Ek Dana(Beej) Zameen Me Boye aur Uss Daane se 7 Baliya Nikal aayi aur Har Baaliyon me 100-100 Daane hai.
Matlab Agar Isey 7 Se Multiple karey Tou 700 Gunaa Azr Yaa Uss se bhi Jayada Uss Beej Bone Wale (Yaani Allah Ki Raah Me Kharch Karnewale) ko milta hai … ” (Subhan’Allah!!!)
♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!! Allah Rabbul Izzat Hume kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufeeq dey. Ameen
इस्लामी तारीख: हज़रत ईसा (अ.स) के हालात, अल्लाह की कुदरत: छूई मूई का पौधा (शर्मीली), एक फर्ज: क़ज़ा नमाज़ों की अदाएगी, एक सुन्नत: घर के काम में हाथ बटाना, लानत वाले गुनाह …
इस्लामी तारीख: हज़रत मरयम (अ.स) की आज़माइश, अल्लाह की कुदरत: जिस्म में गुर्दे की अहमियत (Kidney), दरवाज़े पर सलाम करने की सुन्नत, अल्लाह के ज़िक्र की फ़ज़ीलत, मेहर अदा ना करने का गुनाह, मुत्तक़ी और परहेज़गारों का इनाम …
इस्लामी तारीख: हज़रत ज़करिया (अ.स), अस्र की नमाज़ की फज़ीलत, मेहमान का अच्छे अलफाज़ से इस्तिकबाल करना, पड़ोसी के साथ अच्छा सुलूक करना, रसूलल्लाह (ﷺ) की नाफ़रमानी करने का गुनाह, अल्लाह और उसके बन्दों के हुकूक …
हज़रत दाऊद (अ.स) की नुबुव्वत व हुकूमत, अल्लाह की कुदरत : इन्सानी अक्ल, एक फ़र्ज़: वालिदैन के साथ अच्छा सुलूक करना, कुरआने करीम की तिलावत करने की फ़ज़ीलत, बीवियों के दर्मियान इन्साफ न करने का गुनाह …
Aaj ki Aayat | Verse of the Day
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Jo Log Apna Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai, Phir Kharch karne ke baad na tou Ahsaan Jatlaate hai aur Na Takleeef pahunchaate hai, Unka Silah tou unke Rab ke yahan hai hi, aur Qayamat ke din Unko na tou koi khauf hoga aur na woh Ghamgeen honge.”
इस्लामी तारीख: हज़रत लुकमान हकीम, मुअजिज़ा: अरब के रास्तों के मुतअल्लिक़ पेशीनगोई, एक फ़र्ज़: जकात की फर्जियत, यतीम पर रहम करने की फ़ज़ीलत, नाफ़रमानों के माल व दौलत को न देखना …
हजरत अय्यूब (अ.स), कुदरत : परिन्दों का फिज़ा में उड़ना, एक फर्ज : अजाने जुमा के बाद दुनियावी काम छोड़ देना, सुन्नत : गुस्ल से पहले वुजू करना, मरीज़ के अयादत की फ़ज़ीलत …
Hadees of the Day
Abu Barza (R.A) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne irshaad farmaya –
‟Qayamat ke Din insan ke dono qadam uss waqt tak (Hisaab ki Jagah se) nahi hatt sakte, jab tak uss se in paanch cheezon ke baarey me na puch liya jaaye.“
(1) Apni Umr kis kaam me Kharch ki ?,
(2) Apne Ilm par kya amal kiya ?,
(3) Maal kaha se kamaya ?,
(4) aur Kahan kharch kiya ?,
(5) Apni Jismani Quwwat kis kaam me lagayi ?
Hadees of the Day
Rasool’Allah(ﷺ) ne farmaya
“Momin Naa tou Taana dene Wala Hota hai, Naa Lanat karne wala, Naa Fahash Bakne wala Behooda hota hai.”
Verse of the Day | Aaj ki Aayat
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Allah Rabbul Izzat Quran-e-Majid me farmata hai:
❝ Har jaandar ko mout ka mazaa chakhna hai (Kullu Nafsin Zaikatul mout)
aur tumhe Qayamat ke din purey purey badley milenge,
phir jo koi Dozakh se door rakha gaya aur Jannat me dakhil hua so wo pura Kamiyab hua, Duniya ki Zindagi tou dhokey ke Maal ke siwa kuch bhi nahi hai.❞
(1). अल्लामा अब्दुर्रहमान बिन जौज़ी (रह.), (2). बेहोशी से शिफ़ा पाना, (3). कज़ा नमाज़ों की अदायगी, (4). गुनाहों से बचने की दुआ, (5). मस्जिद की सफाई का इन्आम, (6). कुफ्र की सज़ा जहन्नम है, (7). माल व औलाद दुनिया के लिए ज़ीनत, (8). कब्र की पुकार, (9). बड़ी बीमारियों से हिफ़ाज़त, (10). जन्नत में दाखिल करने वाले आमाल…
Hadees of the Day
۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta’ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega.”
इस्लामी तारीख: हज्जतुलवदा में आखरी खुतबा, इल्म हासिल करना फ़र्ज़ है, क़ब्र के जियारत की दुआ, मुसाफा से गुनाहों का झड़ना, यतीमों का माल खाने का गुनाह, माल व औलाद क़ुर्बे खुदावन्दी का जरिया नहीं …
Roman Urdu ۞ Hadees: Ibn Abbas (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: …
Aaj ki Aayat | Verse of the day | 6 October Maal aur Aulad Fitna …
Hadith: Jo Shakhs Sood ke Jarye apna maal badhata hai Allah Ke Rasool ﷺ farmate …
इस्लाम में पहला हज, दरख्त का नबी (ﷺ) की गवाही देना, बगैर किसी उज्र के नमाज़ क़ज़ा न करना, फकीरी और कुफ्र से पनाह मांगने की दुआ, नमाज़ में सुस्ती करना कैसा, माल व दौलत आज़माइश की चीजें हैं, कयामत में तीन किस्म के लोग, हर किस्म के दर्द का इलाज, तीन काम में देर ना करो ( नमाज़, जनाज़ा और निकाह ) …
✦ Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (RaziAllahu anhu) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool …
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Sahabi-e-Rasool se Riwayat hai ke, Jab Sone aur Chandi ke bare me Aayat …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Shakhs Ne Aakar Allah Ke (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Darkhwast Ki, Ya …
✦ Hadith: Maal-O-Daulat Allah ka Fazl hai, Wo jise chahta hai ata karta hai. Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay …
✦ Duniya me Biddat se koi Mumaniyat nahi: Shareeyate Islamiya ne Duniya me hume Biddat karne …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya …
Allah Rabbul Izzat Quran-e-Hakim me Irshad Farmata hai – ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aur Hum …
♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (Aye Imaanwalo!) Yakin Jaano Ki Tumhare Maal Aur Aulaad …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: “Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta …
Behtareen Neki : Pareshan Logon Ki Madad Karna. Behtareen Sarmaya : Jo Aakhirat Ke Liye …
۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam Ye Hai Ki tum Shahadat(Gawahi) Do Ki Allah Ke Siwa koi Ibaadat …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Mas’ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) …