♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki,
Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shakhs Raah Ke Kharch Aur Baitullah Sharif Tak Pahucha Dene Wali Sawaari Ka Kharch Ka Maalik Ho
Aur Fir Usney Hajj Nahi Kiya Tou Uske Yahudi Ya Nasrani Ho Ker Marne Me Koi Fark Nahi
Aur Yeh Isliye Ki Quraan Majid Me Hain Ki Allah-e-Ta’ala Ke Liye
Baitullah Ka Hajj Karna Logon Per Farz Hain, Jab Ki Hajj Ke Saare Zaruri Kharch Ka Maalik Ho!”
– (Tirmizi Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Baitullah Ka Hajj Sahib-e-Istehaat Musalman Per Farz Hain ….
Related Posts:
- Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Hajj Aur Umrah ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Sai'd Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Log Kaabe Ka Hajj Aur Umrah Yajuj Majuj Ke Aaney Ke Baad Bhi Kartey Rahnegey". Aur Shuba (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - "Qayamat Tab Tak Qayam Nahi Hogi Jab…
- Aye Logon Tum Par Hajj Farz Kiya Gaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - Jab Hazrat-e-Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal Kar Liye Tou Allah Ta'ala Ki Bargaah Me Marooza Kiye - 'Ilaahi Maine Tameer Muqammal Kar Li Hai!' Tabhi Allah Ta'ala Ne Hukm Farmaya -…
- Haj aur Umrah ki Fazilat - Hajj Ittehad ka Markaz by Adv.… Hajj Ki Fazilat In Urdu, Umrah Ki Fazilat In Urdu, Islam Main Hajj Ki Ahmiyat, Hajj Kya Hai In Urdu, Hajj Kise Kehte Hai In Urdu, Hajj Ka Masnoon Tareeqa In Urdu, How To Perform Hajj Step By Step In Urdu, Umrah Kis Par Farz Hai In Urdu, Umrah Ke…
- Islam Kya Hai ? - What is Islam ? & (5 Pillars of Islam) ۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam Ye Hai Ki tum Shahadat(Gawahi) Do Ki Allah Ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq Nahi aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss Ke(Allah Ke) Rasool hain, Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada Karo, Ramazaan Ke Roze Rakho Aur Agar Hajje Baitullah Jaane Ka Maal Paas Me Hai Tou Hajj…
- Islaam Ke Paanch(5) Sutoon ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Islaam Paanch (5) Sutoono Par Khada Kiya Gaya Hai, (1). Ek Ye Ke Allah Hi Ki Ibadat Ki Jaye Aur Uske Siwa Tamaam Jhoote Maboodo Ka Inkaar Kiya Jaye, (2). Namaaz Parhna,…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Walid Ki Taraf Se Hajj Aur Umrah ... ♥ Mafhoom-e-Hadees Aburazin (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Banu Amir Ke Ek Shakhs Ne Kaha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Walid Bahut Umar Daraz Hai Wo Apne Aap Na Tou Hajj Kar Sakte Hai Na Umrah Aur Na Hi Wo Jabal (Mount) Par Ja Sakte Hain". Aap…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Musalman Se Ladna Kufr Hai ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Musalman Ko Gaali Deney Se Aadmi Fasiq Ho Jata Hai Aur Musalman Se Ladna Kufr Hai.." - (Bukhari Sharif)
- Juma ki Namaz kis par Farz hai? Hadees of the Day | Jumuah Series 4 logo ke Alawa har Musalman par Farz hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jumuah ki Namaaz Jama'at se Ada Karna har Musalman par Farz hai Siwaye 4 Logon: Ghulaam, Aurat, Nabaligh Bachcha aur Bimaar ke." 📕 Abu Dawood: 1067 (Sahih)
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Ghusal kab Wajib ho Jata hai ? Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai, ghusl…
- Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Muaaz (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe (Haakim Bana Kar) Bheja Tou Yeh Farmaya - *Tum Ahle-Kitab Ke Paas Ja Rahe Ho Unhen Iss Baat Ki Gawaahi Ki Taraf Bulana Ke - - Allah Ta'ala Ke Siwa Koi Mabood Nahi Aur…
- Ramzan ki Fazilat: Part 2 Ramzan ki Fazilat kya hai ? Waise tou Ramzan ki fazilatey beshumar hai lekin tamam fazilatey iss Mukhtasar se Unwan me ginwana humare liye mushkil hai, lihaja chand aham fazilato ka hi zikr karne wale hai. 1. Ramzan ke Mahine ko Allah ne Farz Ibadat ke liye Muntakhib kiya: Tou…
- Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagane Ka Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Kisi Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagana Aasman-O-Zameen Se Bhi Bhaari Gunaah Hai". - (Bukhari Vol-1, Page-330)
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Gareebi ki wajah se Hajj na karne walo ke liye Hajj ka Sawab ✦ Mafhum-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne farmaya Gareeb log (Sahaba) Nabi (ﷺ) ki khidmat me hazir huye aur kaha ki: Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne waali Jannat haasil kar chuke halanki jis tarah hum Namaz parhte hain wo bhi parhte hain aur jaise hum…
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Masjid al-Haram (Saudi Arabia) Masjid-Al-Haram Khana e Kaba ko Charo taraf se gherne waali ek masjid hai. Yah Saudi Arab ke Makka Shahar me hai aur dunia ki sabse badi masjid hai. Duniabhar se Musalman Namaz padhte hue isi Kaabe ki aor Rukh kar ke Namaz padhte hai, aur Har Sahibe Istetat Musalman par…
- Musalman Wo Hai Jiski Zubaan aur Haath Se Dusre Musalman… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta'ala Ne Manaa Farmaya.." - (Sahih al-Bukhari, 10) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Darakht Lagane Ki Fazilat (Ecological Advice in Islam) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Bhi Musalman Jo Ek Darakht Ka Paudha (Small Tree) Lagaye, Ya Khet Me Beej Boye Phir Uss Sey Parinda Ya Insan Ya Janwar Jo Bhi Khate Hain Wo Uski Taraf Se…