Qaheen ki Baato par Yakeen karna Kufr hai Qaheen ki Baato par Yakeen karna Kufr hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Kisi Kaahin (Mustaqbil Batane Wale/Jyotish) ke Paas jaye aur Uski Baaton ko Sacha Maan Le tou Usne Muhammad (ﷺ) par Naazil Shuda (Deen)…
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Islamic Quiz 329 : Allah Subhanahu ne Musa… Islamic Quiz 329 : Allah Subhanahu ne Musa (A.S) ko kaunsi jagah bula kar ye hukm diya ki Firaun ke pass jao wo Zulm mein hadd se aage nikal gaya hai?
Islamic Quiz 220 : Agar Hum Chahte hai ke… Agar Hum Chahte hai ke Allah Hum par Reham kare tou Hume kya karna chahiye? | Options Are: A. Aaba-o-Azdad ke Deen Ki Pairwi, B. Apne Imamo Ki Taqleed, C. Allah aur Rasool ki Itaat
Aisi Baato se Biwi ke Kirdar par Shaq… Biwi Ke Kirdar Par Shaq Hadees-e-Nabwi ﷺ Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke,Ek dehati Nabi-e-Akram (ﷺ) ki khidmat me hazir hua aur arz kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ)! Meri Biwi ne kaaley rang ka baccha paida kiya hai aur maine…
Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se Aur Zulm Karne Se Aur (Apne Upar) Zulm Kiye Jane Se." - Sunan…
Gunaah karna apne Nafs pe Zulm karna hai Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai "Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai". 📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44
Jo Zulm se Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai ✦ Hadith : Roman Urdu: Abu Jafar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Mai Suwaid bin Muqarrin (RaziAllahu Anhu) ke paas baitha tha aur unhoney kaha ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya hai ki: "Jo Zulm se Qatl kar…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan…