Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees

Hadees: Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon Ke Darmiyaan Sulah ke Maksad se Jhoot Boley

Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:

“Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai.”

Farmaya! ‘Do Logo ke Darmiyan sulah kara dena.’ Saath Hee me yeh bhi farmaya ke “Do Logo ke Darmiyan Fasaad karana Emaan ko Moondhkar(Barbaad kar) rakh deta hai.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 4919

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *