Hadees of the Day
Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai
Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai.”
Hadees of the Day
Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai.”
Hadees of the Day
RasoolAllah(ﷺ) ne farmaya:
“Wo Shakhs Jhoota Nahi Jo Logon ke Darmiyaan Sulah karwaane ke liye Jhoot boley.”
Sabaq: Logon ke darmiayan Sulah karwaneki niyat se bola gya jhuth muaf hai.
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Soban (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (Salallaho Alaihi Wasallam) ne …
[tabs] [tab title=”Roman Urdu”]♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Kya Mai Tumhe Aise Amal Par …
♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Momin Sub Aapas Me Bhai-Bhai Hai Tou Apne Do Bhaion Me …
♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai,
Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta
Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai..”
– (Shamail-e-Kubra, Part#4, Page#376)