Dua Ibadat Ka Maghaz Hai ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas-Bin-Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farmane Hai Ke –
“Dua Ibadat Ka Maghaz (Brain) Hai”.
(Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Jild: 5, Page:243, Hadith:3382)

• Sabaq: Dua Ibadat Ka Maghaz Isliye Hai Ke –
Dua Mangne Wala Har Ek (1) Se Alag Ho Kar Apne Rab Ki Bargah Me Munajaat (Tareef) Karta Hai.
(Faiz Al-Qadeer, Jild: 3, Page: 721)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: