Hadees: Bagair Majboori Qarz lene se bacho

Bagair Majboori Qarz lene se bacho

Hadees of the Day

Bagair Majboori Qarz lene se bacho

۞ Hadees: Anas (R.A.) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke

“(Bagair majboori ke) Qarz lene se bacho, is liye ke Qarz raat mein ranj wa Gham aur din mein Zillat wa Ruswaayi ka Sabab hai.”

📕 Shoaib Ul Iman; Hadees: 5554

Read More

4.9/5 - (8 votes)
Hadees about Qarz lene ki Niyat

Qarz ki Adayegi se Muhh na phero

Hadees of the Day

Qarz ki Adayegi se Muhh na phero

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Jo Logon ka Maal Qarz ke taur par ada karne ke Niyat se leta hai tou Allah Ta’ala bhi uski taraf se ada karega aur
Jo koi tabah(waste) karne ki (yaani na dene ki) Niyat se le tou Allah Ta’ala bhi usko tabah kar dega.”

📕 Sahih Bukhari: Hadees 2387

5/5 - (3 votes)
Karz Qarz ki Hadees, Hadith about debt

Karz ko Acchi Tarah Ada kare

Hadees Of The Day

Karz ko Acchi Tarah Ada kare

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya :

“Tum me se Behtareen Shakhs woh hai Jo Apne Karz ko Acchi Tarah Ada kare.”

📕 Sahih Bukhari 2392

5/5 - (1 vote)
Qarz ki Dua | qarz ki dua in hindi | qarz ki dua mp3

Qarz ki Dua: Karz ki Adayegi ke liye Dua

Qarz ki Adayegi ke liye Dua اللّهُـمَّ اكْفِـني بِحَلالِـكَ عَنْ حَـرامِـك، وَأَغْنِـني بِفَضْـلِكِ عَمَّـنْ سِـواك Allahummak-finee bihalalika AAan haramik, wa-aghninee … Read More

Karz, Gham, Pareshani aur susti se Bachne ki Dua

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ RasoolAllah (ﷺ) Aksar ye dua maanga karte they 〘 اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْهَمِّ وَالْحَزَنِ، وَالْعَجْزِ … Read More