Azan ke baad ki Dua – Nabi ﷺ ke liye Waseele ki Dua
♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Jo shakhs Adhan(Azan) sunkar ye kahe,
“(Allahumma Rabba Hadhihi-D-Dawatit-Tammaa Was-Salatil Qaimah,
Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah,
Wabaathhu Maqaman Mahmudan-Il-Ladhi Waadtah)”
Usey Qayamat ke din meri shafaat milegi.”
(Aye mere Allah jo iss saari pukar ka Rab hai aur Qayam rehney wali namaz ka bhi Rab hai,
Nabi-e-Kareem Muhammad (ﷺ) ko qayamat ke din waseela ata farma,
aur Maqam-e-Mahmood par unka qayam farma jiska tuney unsey wada kiya hai.)
– (Sahih Bukhari, Vol 1, 614)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Leave a Reply