♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai,
Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta
Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai..”
– (Shamail-e-Kubra, Part#4, Page#376)
Azan ke baad ki Dua | Nabi ﷺ ke liye Waseele ki Dua
Azaan ke baad ki Dua | Bismillah-Hirrahman-Nirrahim | Allahumma Rabba Hadhihi-D-Dawatit-Tammaa Was-Salatil Qaimah, Aati Muhammadan Al…