Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab

✦ Mafhum-e-Hadees:

Ibrahim Abu Isma’il As-Saksaki (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki:

❝Jab Banda Bimaar hota hai ya Safar karta hai tou uskey liye unn tamam Ibadaton ka Sawaab likha jata hai jinhe Sehat ke Waqt kiya karta tha.❞

📕 Sahih Bukhari; Hadees no. 2996


✦ हिंदी हदिस:

इब्राहिम अबू इस्माईल अस-सक्सकी (रज़िअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है कि रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:

❝जब बन्दा बिमार होता है या सफ़र करता है तो उसके लिए उन तमाम इबादतों का सवाब लिखा जाता हैं जिन्हे वो सेहत के वक़्त किया करता था।❞

📕 सहिह बुखारी; हदीस नं 2996

Rate this post

Leave a Reply