Allah ka Haq Bando par Allah ka Haq Bando par Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah ka Haq Bandon par yah hai ki Woh Uski Ibaadat Karen aur Uske Saath kisi bhi Cheez ko Shareek Naa karein.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees : 2856
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Halaqat Ka Bhawar Na'haq Khoon Karna Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Koi Kisi Momeen Ko Jaan Boojh Kar (Intentionally) Qatl Karey Uski Saza Dojakh Hai Jismein Wo Hamesha Rahega Uss Par Allah Ka Ghazab Aur Uski Lanat Hai Aur Allah Ne Uskey Liye Bada Azaab…
Do Padosiyo me se kiska pehla Haq ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki mainey pucha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?" Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Jiska Darwaza…
Shirk Karne Wale Khud Apne Anjam Ke… Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: Allah Subhanahu Ta'ala farmata hai, "Mai beparwah hun Sharikon se! jisney koi aisa Amal kiya jis me mere saath mere Gair ko Shareek kiya tou Mai usko…
Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama… ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko…
Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal ۞ Hadees: Hazrate Samrah (R.A.) ne farmaya, Hum Darbaar-e-Nabuwat (ﷺ) me haazir they ke, Ek Shakhs haazir hua aur arz kiya “Ya Rasool'Allah (ﷺ) ! Allah Ta’ala ke Qareeb tar Aamal kya hain?…
Maaf karne ki Hadees: Samjhote me Pahal… Maaf karne ki Hadees:Samjhote me Pahal Karne Wale ke Gunah Muaf Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Do Jhagda Karne Walo me Pahle Sulah (Samjhota) Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai" 📕 Sahih Al Targeeb, Hadees 2759
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129