Hadees: Quran ki Shifarish Tilawat karne wale ke haq me Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804 Recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come…
Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo - Aur Jahan Tak Mumkeen…
Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan sifarish… 06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne…
Ilm Gayab Nahi Hota Jab Tak Ke Chupaya Na Jaaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Maine Pucha - “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Hai Woh Sabse Kismat Wala Jisko Aap Ka Waseela(Sha’afa) Milega Qayamat Ke Roz ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sab Se Kismat Wala…
Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se… Hadith: 10-June: Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo. 📕 Abu Dawood 4948
Zameen walo Par Reham Karo tou Aasmaan wala Tum par Reham… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-‘As (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai.” – (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith no. 1504)…
Daulatmand Se Jyada Muflis Musalman Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Bin Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Unhone Farmaya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Se Ek Shakhs Guzra - Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apne Paas Baithe Hue Ek Sahabi Se Farmaya "Iss Shakhs Ke Baare Me Tumhari Kya Raaye Hai?" Unhone Arz Kiya "Yeh…
Jo Koi Allah Ta'ala Se Astaghfar Talab Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jo Koi Allah Ta'ala Se Astaghfar (Maghferat) Talab Karega Allah Ta'ala Zaroor Uski Magfirat Farmaa Dega.." - (Tirmizi Sharif: Hadith no. 3481)
Har Shakhs ke sath Bhalayi karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Har Shakhs ke sath Bhalayi karo ❝ Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. ❞ 📕 Al-Quran; Surah: Aale-Imran 3:92 “Jo Bhalayi ki Sifarish karega wo Uss me se Hissa(Sawaab) Payega aur Jo Burayi ki Sifarish…
Behtareen Sadqa Ilm Haasil Karna ✦ Ilm Ki Ahmiyat aur Fazilat: 1). Hadith: Abu Umama (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke, Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Logo! Ilm ke wapas liye jane aur utha liye jane se pehle ilm hasil karlo." - Musnade Ahmad 2). Hadith: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) riwayat karte hai ke,…
Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
Fazail-e-Quran: Part 10 2) Quraan me BARZAQ ki (Qabr ke Zindagi ki) Rehmat - - Aayiye Dusri Reham par Gour Karte Hai Jab Insan Mar Jaata hai aur Qabr me Pohoch jata hai. Hadees: “Insan Jab Mar Jata hai tou Munkeer Nakeer 3 Sawaal kartey hai. Man Rabbuka (Tera Rab Koun), Man Nabiyuka…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko…
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi… Hadith: 15-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo. 📕 Musnade Ahmed 2136
Hisab-e-Qayamat Me Aasani Ke 3 Asbab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Teen (3) Baatein Jis Shakhs Me Hongi Allah Ta'ala Qayamat Ke Din Uss Ka Hisab Bohat Aasan Tariqey Se Lega Aur Uss Ko Apni Rehmat Se Jannat Me Dakhil Farmayega". Sahaba-e-Kiram Ne Arz Ki - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Wo…
Allah Ta'ala Roze Qayamat 3 Tarah ke logo par Nazar-e-Rehmat… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke, Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Ta'ala Roze Qayamat 3 Tarah ke logo se Na Qalam karega , aur na hi unki taraf nazre rehmat se dekhega, aur unko dardnak azab me mubtela karega, aur wo tin ye log honge -…