Qurbani Kya Hai ?…

♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid Bin-Arkam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayet Hai Ki,
Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Ashab Ne Arz Kiya,
Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Ye Qurbani Kya Hai,
*Aap Ne Farmaya – “Tumhare Baap Ibrahim (Alaihi Salaam) Ki Sunnat Hai”,
*Unhon Ne Arz Kiya – “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hamare Liye Isme Kya Hai ?”
*Aap Ne Farmaya – “Har Baal Ke Barabar Ek Neki Hai”.
*Sahaba Ne Arz Kiya – “Bhed Ke Baal ?”
*Aap Ne Farmaya – “Bhed Ke Baal Ke Har Soot Ke Barabar Neki Hai”.
(Mishkat Shareef)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: