♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Teen Aadmee Kisi Basti Ya Jangal Me Ho Aur Phir Bhi Wo Jamaat Se Namaz Na Parhe
Tou Unn Par Shaitan Musallat Ho Jata Hai, Isliye Tum Jamaat Ko Laazim Kar Lo
Kyunki Bhediya Ussi Bakri Ko Khata Hai Jo Galle Se Alag Ho Jaye..”
– (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadith no.542)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Bejamati Par Shaitan Musallat Hota Hai ….
Related Posts:
- Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! Magar Hota Hai Unme Tisra Shaitan. [Aur Shaitan Ke Kamo Se Tou Waqif Hi Hai Ki Shaitan Kabhi Musalman Ko Achche Kaam…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Ek Ahle Ilm 1000 Aabido se Jyada Bhari hai Shaitan Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Ibbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai ke: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - "Ek Faqih (Ahle Ilm / knowledgeable man) Shaitan Par 1000 Aabido Se Zyada Bhari Hai.." - English reference : Vol. 1, Book 1, Hadith 222 - Arabic reference : Book 1, Hadith 227…
- Waswaso Ka Ilaj "Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem" ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Agar Aapko Shaitaan Ki Taraf Se Koi Waswase Aane Lage Tou Allah Ki Panaah Maang Liya Karo, Bila-Shuba Woh Khoob Sun'ne Waala Aur Khoob Jaan'ne Waala Hai, Beshak Jo Allah Se Darte Hai. Jab Unko Shaitaan Ki Taraf Se Koi…
- Jo Shakhs Allah ke Zikr se airaz karega Allah Rabbul Izzat Quran me Fermata Hai – ♥ Al-Quran: "Jo Shakhs Apney Rab Ke Zikr Se Airaaz Karega Allah Usey Shadeed Tareen Azaab Me Mubtela Karega...” – (Surah Jinn: Ayat 17) Ek aur Aayat me Allah Rabbul Izzat Ne Farmaya – ♥ Al-Quran: Jab Mera Banda Mere Ziqr Se…
- Aalim-e-Deen Jyada Bhaari Hai Shaitan Par .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek (1) Fakih Yaani Deen Ka Ek(1) Aalim Shaitan Par Hajaro Ibadat Karne Walo(Aabid) Se Jyada Bhaari Hai..." - (Tirmizi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul hai Ke - "Aalim Ke Qalam Ki Roshnaai Shaheed Ke Khoon…
- Raat me Kutto ke Rone ya Gadhey Ki Awaz Se Allah Ki Panah… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (Razi Allahu Anhum) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "jab tum raat mein Kutto ka bhonkna aur Gadhon ki Aawaze suno, tou Allah ki panah mango! kyun ke wo aisi chizen dekhte hain jinhen tum nahi dekhte,.." - Sunan Abi Dawud…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Ghusal kab Wajib ho Jata hai ? Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai, ghusl…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Allah Ta'ala Uss Bandey Se Raazi Hota Hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Ta'ala Uss Bandey Se Raazi Hota Hai Jo Ek Luqma Khaye Ya Paani Ka Ek Ghoont Piye aur Uss Par Allah Ki Taarif Karey.." - (Muslim Sharif) ♥ Sabaq: Tarif se Muraad Allah ki humd bayan karna, Allah Ki Neymato…
- Jab tum Murghe ki Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se uska fazl… ۞ Hadees: Abu hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tum Murghe ki (baang)Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se uska fazl mango, kyun ke wo farishta dekh kar Aawaaz lagata hai aur Jab tum Gadhe(Donkey) ki Aawaaz Suno tou shaitan se Allah ki panah…
- Hadees: Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf… Hadith: 17-April: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jab tum me se kisi ka luqma gir jaye to usey saaf kar ke kha le, shaitan ke liye naa chhode. 📕 Sahih Muslim 2034 In-book reference : Book 36, Hadith 180 USC-MSA web (English) reference…
- Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai ke - "Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai Aur Nekiyon Se Umar Me Izafa Hota Hai, Beshaq Banda Gunaah Ki Wajah Se Uss Rizq Se Bhi Mehroom Kar Diya Jata Hai Jo Usey Pohanchna Hota Hai.." - (Kitab-Ul-Dua J2,…
- Sirat-e-Mustaqeem par Shaitan jyada behkata hai ❖ Mafhoom-e-Hadees ﷺ : Ek Sahabi ka inteqal hota hai, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) uss Inteqal me jaate hai, aur abhi Qabr khud rahi thi ke RasoolAllah (ﷺ) uss mitty par baith jate hai, Aapke hath me ek tehni thi, aap uss tehni ke jarye Zameen par uss mitty par…
- Fizool Kharchi Se Maal Na Udaao .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Aur Rishtedaro Aur Mohtajo Aur Musafiro Ko Unka Haq Ada Karo Aur Fizul Kharchi Se Maal Na Udao. *Ki Fizool Kharchi Karne Wale Tou Shaitan Ke Bhai Hain Aur Shaitan Apne Parwardigaar Ki Neyamato Ka Nashukri Karnewala Hai". - [Surah(17)Al-Isra, Ayat:26-27]
- Ilm Gayab Nahi Hota Jab Tak Ke Chupaya Na Jaaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Maine Pucha - “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Hai Woh Sabse Kismat Wala Jisko Aap Ka Waseela(Sha’afa) Milega Qayamat Ke Roz ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sab Se Kismat Wala…
- Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai, Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai..." - (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)