Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan

Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan

۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?” Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat kare aur wo riyaya se mohabbat kare, tum unke liye Allah se Dua karo aur wo tumhare Haq me Dua kare. Aur Sabse bure haqim wo hai jinse tum (Riyaya) nafrat kare aur wo riyaya se nafrat kare, tum unke Haq me Badduwa karo aur Wo tumhare haq me badduwa kare.

📕 Jami` at-Tirmidhi 2264-Sahih
📕 English translation: Vol. 4, Book 7, Hadees 2264

Leave a Comment