Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou

✲ Hadith: Muaz bin jabal (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

❝ Dunia mein jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski Biwi kehti hai: “Allah tujhe barbaad kare! usey takleef na de. Ye tou tere paas mehman hai. Qareeb hai ke ye tujhe chorh kar hamare paas pahunch jaye.❞

– (Silsila Ahadees-e-Sahiha 2012)
– (At-Tirmidhi; Arabic/English book reference: Book 1, Hadith 287)


मुआद बिन जबल (रज़ी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया,

❝ दुनिया में जब कोई बीवी अपने शोहर को तकलीफ देती है तो जन्नती हूरों में से उसकी बीवी कहती है ‘अल्लाह तुझे बर्बाद करे! उसे तकलीफ न दे, ये तो तेरे पास मेहमान है। क़रीब है के तुझे छोड़कर हमारे पास पहुँच जाये। ❞

– (सिलसिला अस सहीहा 2012)
– (अत तिरमिज़ी, अरबी/अंग्रेजी हवाला, किताब 1, हदिस 287)


وعن معاذ بن جبل رضي الله عنه عن النبي صلى الله عليه وسلم قال‏:‏ ‏ “‏ لا تؤذي امرأة زوجها في الدنيا إلا قالت زوجة من الحور العين لا تؤذيه قاتلك الله‏!‏ فإنما هو عندك دخيل يوشك أن يفارقك إلينا‏”‏ ‏(‏‏(‏رواه الترمذي وقال حديث حسن‏)‏‏)‏‏.‏


Mu’adh bin Jabal (May Allah be pleased with him) reported:
The Prophet (ﷺ) said, “Whenever a woman harms her husband in this world (that is without any due right), his wife among the (Houris in Jannah) says: ‘You must not harm him. May Allah destroy you! He is only a passing guest with you and is about to leave you to come to us”.
– (At-Tirmidhi; Arabic/English book reference: Book 1, Hadith 287)

# Related Hadith

  1. Behatreen Aurat ki Sifat aur Pehchan
  2. Jannati Aurat ki Pehchan aur Khubi
  3. Behtareen Biwi aur Behtareen Shohar ki Pehchan
  4. Nek aur Farmabardar Aurat ka Silaah
  5. Aurto ki Jannat ya Dozakh Unka Shohar hai
  6. Shohar ki Napasandida baato se doori Ikhtiyar kare
  7. Shohar ki Nashukri Karne wali Biwi ka Anjaam
  8. Shohar ki Nashukri Karna ek tarha ka kufr hai
  9. Apne Shohar ke siwa dusre Mard ka zikr na kare
  10. Shohar par Biwiyon ke Huquq Kya hai ?
  11. Kya Biwi Shohar ko Zakaat de sakti hai?
  12. Aurat ke liye Shirk ke baad sabse bada Gunaah
  13. Aurat ke liye Parde ka Hukm Qurano Sunnat ki Roshni me
  14. Binaa kisi khas wajah se Talaaq mangne waali Aurat ka Hashr

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply