♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij) Na Karey Ki Aye Allah! Iski Maghfirat Farma, Aye Allah! Iss Par Reham Farma ,..
Tum Main Se Wo Shkash Jo Sirf Namaz Ki Wajah Se Ruka Hua Hai Ghar Jane Se Siwa Namaz Ke Aur Koi Cheez Uske Liye Aham Nahi, Tou Uska (Ye Sara Waqt) Namaz Hi Me Shumar Hoga..”
– (Sahih Bukhari, Vol1, 659)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai
Related Posts:
- Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri ... Hadees of the Day Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki,Rasool'Allah (ﷺ) ka farman hai - “Allah Ta'ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai, Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai touEk Dusre…
- Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Shakhs Namaz Ki Wajah Se Jab Tak Kahi Par Ruka Rahega Uska Ye Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga Aur Farishte Uske Liye Dua Karte Rahenge Ki - Aye ALLAH! Iski Magfirat…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Fajar Aur Asar Ke Waqt Me Aane Jaane Wale Farishte .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - *Aasman Se Farishte Aate-Jaate Rehte Hai, Kuch Farishte Raat Ke Hai Aur Kuch Din Ke Hai - Aur Ye Sab Fajar Aur Asar Ki Namaz Me Jama Ho Jaate Hai - Phir…
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se Khush Hokar Uskey Liye Apne Bazu(Wings) Bicha Detey Hai.." - (Ahyaul Uloom Jild#2, Page#52)
- Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Karo Inn Me 2 Cheezen Aesi Hain Jinke Zarye Tum Apne Rab Ko Raazi Kar Sakte Ho. Aur 2 Cheezen Aisi Hain Jinke Bagair Tumhare Liye Koyi Charah Nahi ,. *Woh 2 Cheezen Jinke Zarye…
- Bimaar Ke Ayadat Ki Fazilat aur Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ali (RaziAllahu Anhu) kehte hain ke "Jo Shakhs kisi Bemaar ki din ke akheer hissay (Shaam) mein Ayadat karta hai tou is ke sath Sattar Hazaar Farishtay nikaltay hain aur Fajar tak is ke liye Maghfirat ki Dua karte hain, aur is ke liye Jannat mein Ek baagh…
- Namazi ke Aage se Guzarne ka Gunah ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith: Busr bin Sa'id se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne farmaya: ‘Agar namazi ke saamne se Guzarne wale ko Guzarne ki Saza maloom ho jaaye to isey ek qadam aage badhne ki bajae 40 tak wahi khade rahna pasand ho.' Abu an Nasr…
- Jannat ke darwaze Peer aur Jumairat ke din khole jate hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu hurairah (RaziAllahu anhu) se rivayat hai RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jannat ke darwaze Peer(Monday) aur jumairat (Thursday) ke din khole jate hain, phir har uss Bande ki maghfirat hoti hai jo Allah Ta'ala ke saath Shirk nahi karta aur Siwaye uss Shaksh ke jo Qeena…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Mareez Ya Murde Ke Paas Khair Ki Baat Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai, Ke Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Bhi Tum Koyi Bimaar Mareez Ya Murde Ke Paas Jaoge, Tou Khair Ki Baat Karna, Kiyun Ki Tum Jo Kahoge, Uss Baat Ke Upar Farishte Ameen Kahete Hai.." - (Muslim Sharif) #…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
- Mayyat Ke Ghar Khaanaa Pakaa Kar Bhijwaana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Jaafar(RaziAllahu Anhu) farmate hain ke, jab Jaafar ki wafaat ki khabar aai to Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Aale Jaafar ke liye khaana Taiyyar karo in Logo’n par Aisee museebat aai hai Jis me wo khaana nahi pakaa sakenge." - (Abu Dawood: al Janaaez 3132…
- Magfirat ki Dua - Aye Allah! Beshaq Gunahaon ko tere siwa… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr Siddique (RaziAllahu Anhu) ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki "Mujhe aisee Dua sikha dijiye jo Main namaz me parha karu tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke ye parha karo - اللَّّهُمَّ إني ظَلمتُ نفسي ظُلمًاًًً كثيرًاًً. ولا يغفر الذنوبَ إلّّّا أَنْتَ فاغفر…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Do (2) Din Khushi Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Hijrat Farma Kar Madina Tashreef Laye Tou Dekha Yahan Ke Log Saal Me 2 Din Khel-Kood Karte Hain, Khushi Manate Hain. *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Logon Se Pucha - "Yeh 2 Din Kaise Hain ?" *Logo Ne Arz Kiya - "Inn 2…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Masajid Ke Sutoon .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke Sutoon Hote Hain, *Malaika(Farishtey) Unkey Ham-Nasheen Hotey Hain. *Agar Woh Gayab Ho Jaye Tou Malaika Unhey Talash Karte Hain, *Aur Agar Bimaar Ho Tou Unki Ayadat Karte Hain *Aur Agar Unhey Koi Hajat Darpesh Ho…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
- Bhalayi Sikhane Wale Par Allah Ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Umama Baahili (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Unhone Farmaya Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne 2 Aadmiyo Ka Charcha(Zikr) Kiya Gaya ,.. Ek Unmey Se Ibadat Karne Wala(Aabid) Tha Aur Dusra Aalim. *Tou Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Ibadat Karne Wale Par…
- Rasool'Allah Ka Insaaf Har Ek Ke Liye Barabar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-Tul-Momeenin Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Usama (RaziAllahu Anhu) Ne Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Aurat Ki Muafi Ki Sifarish Ki (Jisne Chori Ki Thi Aur Uska Naam Fatima Tha) Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Tum Me Se Pahle Ke Log…
- Jo Ramzan Ki Raato me Allah Ke Waado Par Yakeen Karte Hue… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Ramzan Ki Raat Me Allah Ta'ala Ke Waado Par Yakeen Karte Hue Aur Uss Ke Ajr Wa Sawaab Ke Shauk Me Namaz Padhta Ho Uss Ke Pichle Sab Gunaah Muaf Ho Jaate Hai." - (Bukhari Sharif)
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…