Hadees : Zikr-e-Ilaahi Karne Walo ke Liye Khushkhabri

Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri …

Hadees of the Day

Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri

Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ka farman hai –

“Allah Ta’ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai,

Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai tou
Ek Dusre se kahte hai: (Yahan) Baitho.

Jab Zakirinn (Zikr Karnewale) Dua Mangte hai tou Farishte Unki Dua par ‘Aameen’ Kehte hai.

Jab Woh Nabi (ﷺ) par Durood bhejte hai tou Woh Farishte bhi Unke Sath Milkar Durood bhejte hai, Hatta ki woh Muntashir (Yaani Idhar Udhar) ho jate hai.

Phir Farishte ek dusre ko kahte hai ki Inn Khush-Nasibo ke liye Khush-Khabari hai ki woh Magfirat ke saath wapas ja rahe hai.”

📕 Jam’ul Jawami’a Lissuyuti,J 3, Safa 125, Hadees-7750

Read More

4.5/5 - (17 votes)
Safar me Gaane Sunna Kaisa - Hadees

Safar me Gaane Sunna Kaisa ?

SAFAR MEIN GAANE SUNNA

۞ Hadees: Nabi e Kareem ﷺ ne farmaya:
“Jo Shakhs Safar Ki haalat mein ALLAH ki Yaad aur ZIKR mein Lagaa Rehta hai tou FARISHTA Uska HUMSAFAR ho Jata hai.

Aur Agar (GAANE WA MUSIC) Mein MASHGUL Rehta hai tou SHAITAN Uske SAFAR KA SATHI Ban Jata hai.”
[ Sahih Al Jame : 5706 ]

Rate this post

Zikr Azkar ki fazilat

Zikr Azkar ki Fazilat

Zikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr …

Read More

Masajid Ke Sutoon ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke – “Beshaq Jo Log (Goya) Masajido Ke …

Read More

Aayatul Kursi Ki Fazilat

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne …

Read More