Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Ka Huqm…

!!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem Me Irshad farmata hai –
♥ Al-Quraan: “Aur Humne Insaan Ko Apney Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pait Me Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jana.”
(Surah 26: Al Ahqaaf, Ayat:15)

♥ Al-Quraan: “Aur Hamne(Allah Ne) Aadmi Ko Uske Maa-Baap Ke Baare Me Taakid Farmayi, Uski Maa Ne Usey Pait Me Rakha Kamzori Par Kamzori Zelti Hui Aur Uski Dhoodh Badhayi Ki, Tou Haq Maan Mera(Allah Ka) Aur Apne Maa-Baap Ka, Aakhir Meri Hee Taraf Lout Aanaa Hai.”
(Surah 31: Luqman, Ayat:14)

Wo Maa Jiski 9-Mahine Ki “Takleef” Ka Bayan Allah Taala Apne Paak-Qalam (Quraan 31:14) Me Kar Raha Hai.
Kya Uski Na-Farmani Aulad Ko Mahsus Nhi Hoti?

*Allah Ta’ala Hume Apne Walidain Haq Me Husn-e-Sulooq ki Toufiq Ata Farmaye … Ameen !!!

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: