♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
‘Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta,
Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta,
Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta,
Jab Koi Lootney Wala Loot’ta Hai Aur Log Usey Dekhtey Hain
Uss Waqt Wo Bhi Momin Nahi Rahta”.
– (Sahih Bukhari, Vol.8, Hadith no. 6772 – @[156344474474186:])
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi ….
Related Posts:
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- Sharaabi Jahalat Ki Mout Marega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Sharaab Khabaasatoun Ki Jarr Hai, Jis Ne Sharaab Pee, 40 Roz Uski Namaz Qabool Nahi Hogi. Wo Aadmi Jahliyat Ki Mout Marega Jiske Pait Me Marte Waqt Sharaab Hogi." - (Tabrani, Awst. Sahihah: 1636)
- Sharaab Tamaam Buraaiyon Ki Jad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farmane Ibrat Nishan Hai Ke, ")"Hargiz Sharaab Na Peena! Isliye Ki Sharaab Tamaam Buraaiyon Ki Jad Hai.." - (Musnad-e-Ahmad Hadis no.21570)
- Sharaab, Juwa Napaak Aur Shaitani Kaam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Sharaab, Juwa Aur Buth Aur Paase Tou Bas Napaak(Burey) Shaitani Kaam Hai Tou Tum Log Iss' Se Bache Raho Taaki Tum Falah (Kamiyabi) Pao". - (Surah Al-Maidah, Ayat-90) » Juwa Ki Ta’arif (Meaning): Har Wo Khel Jisme Yeh Shart Ho Ki Nakaam Hone…
- Har Haal me Apne Rab Se Razi Raha Karo ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Ek Tandurast Momeen Allah Ta'ala Ke Nazdeek Kamzor Momeen Se Zyada Pasandeeda Aur Bhehtar Hai, - Har Cheez Me Bhalayi Talab Kar, - Jo Tujhe Nafaa De Usmey Raghbat Kar (Yaani Uskey…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Zinaa Aur Sood Ki Kasrat Par Azaab-e-Ilahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jab Kisi Qoum Me Zinaa (Badkari) Aur Sood Fail Jata Hai Toh Allah Uss Basti Walo Ko Halaq Karne Ki Ijazat De Deta Hai.." - (Sahih Bukhari, Safa-242)
- Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Muaaz Bin Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Momeen Ko Munafiq Ke Sharr (Zulm) Se Bachaya Tou Allah Subhanahu Ta'ala Qayamat Ke Din Ek Farishta Bhejega Jo Uskey Gosht Ko Jahanamma Ki Aag Se Bachayega Aur Jisney Kisi…
- Yahudiyao Ka Rasool'Allah Ki Naboowat Per Yaqeen Lana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Hai Hazrate Safwan Ibne As’aal Se Farmate Hai Ke, Ek Yahudi Apne Sathi Se Bola Ke Mujhe Inn Nabi Ke Pass Le Chal, Sathi Bola Ke Inhe Nabi Na Kaho Agar Wo Sun Lenge Tou Inn Ki 4 Aakhein Hojayengi. Phir Wo Dono Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Nek Kaam Ki Rehnumaae Karne Wala Bhi Nek ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshadey Mubarak hai ke, » "Beshaq Chughalkhori Aur Qeena-Parwari Dozakh Me Le Jayegi". - (Jild-3, Page-324) » Chugalkhor Jannat Me Nahi Jayega. - (Bukhari P:865 J:1) » Aadami Ka Chacha Uske Baap Ke Maanind Hai. - (Muslim P:316 J:1) » Nek…
- Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum…
- Rasool'Allah Ka Insaaf Har Ek Ke Liye Barabar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-Tul-Momeenin Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Usama (RaziAllahu Anhu) Ne Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Aurat Ki Muafi Ki Sifarish Ki (Jisne Chori Ki Thi Aur Uska Naam Fatima Tha) Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Tum Me Se Pahle Ke Log…
- Do Neymato Ki Aksar Log Qadar Nahi Kartey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Do Neymate Aiseee Hain Ki Aksar Log Unki Qadar Nahi Kartey, (1) Sehat (Health) Aur Dusri Neymat Hai (2) Fursat (Achchey Kaam Karney Ke Liye). - (Sahih Bukhari)
- Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Na Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Momin Ke Liye Munaseeb Nahi Ke Wo Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kare" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kis Tarah Kiya Ja Sakta Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
- Har Kaam Ke Waqt Tumhare Paas Shaitaan Aata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir (RaziAllahu Anhu) Bayaan Karte Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Har Kaam Ke Waqt Tumhare Paas Shaitaan Aa Jata Hai, Hatta Ke Khaney Ke Waqt Bhi Aa Jata Hai, - Jab Tum Me Se Kisi Shakhs Ka Luqma Gir Jaaye Tou Wah Uss Par…
- Halaqat Ka Bhawar Na'haq Khoon Karna Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Koi Kisi Momeen Ko Jaan Boojh Kar (Intentionally) Qatl Karey Uski Saza Dojakh Hai Jismein Wo Hamesha Rahega Uss Par Allah Ka Ghazab Aur Uski Lanat Hai Aur Allah Ne Uskey Liye Bada Azaab Tayyar Kiya Hai". - (Surah An-Nisa (4), Ayat-93) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Har Nasha Waali Cheez Haraam hai Hadees of the Day Har Nasha Waali Cheez Haraam hai ۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta'ala Tinatah-al-khabaal peelayega Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne RasoolAllah (ﷺ) se Uss Sharaab…
- Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! Magar Hota Hai Unme Tisra Shaitan. [Aur Shaitan Ke Kamo Se Tou Waqif Hi Hai Ki Shaitan Kabhi Musalman Ko Achche Kaam…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Hadees: Jab bohot jyada Zina hone lagega to Gareebi aur… Hadith: 03-July: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jab bohot jyada Zinaa hone lagega to Gareebi aur Mohtaazgi aam ho jayegi. 📕 Shuab-Ul-Iman 7369