Meri Ummat me Aise Burey log Paida ho jayenge jo Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Meri Ummat me Aise Burey log Paida ho jayenge jo Zinakari, Resham ka Pahenna, Sharab Pina aur Gaane bajane ko halal bana lenge..." [ Sahih Bukhari: Hadees 5590 ] Related Post Sharab se bacho kyunki wo har burayi ki chabi hai Imaan aur Sharab…
Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke… Hadith: 10-July: Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare, woh jhagde se Nikalne tak Allah ke Gazab me rehta hai." 📕 Abu Dawood 3597
Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai ke - "Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai Aur Nekiyon Se Umar Me Izafa Hota Hai, Beshaq Banda Gunaah Ki Wajah Se Uss Rizq Se Bhi Mehroom Kar Diya Jata Hai Jo Usey Pohanchna Hota Hai.." - (Kitab-Ul-Dua J2,…
Al-Quran: Ahad ko poora karo, beshak ahad ke baare me tum se… Quran: 20 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Ahad (Jayaz Waade) ko poora kiya karo; beshak (aise) ahad ke baare mein (tum se) poochh taachh hone waali hai.❞ 📕 Surah Al-Isra 17:34
Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
Jab Zameen Gawahi Degi - Qayamat ki holnakiyan ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ ❝Jab Zameen puri tarh jhinjhor di jayegi aur zameen apne bojh bahar nikal phekegi, Insan kahne lagega ke isey kya ho gaya ? Us din Zameen apni sab khabre bayan kar degi, Isliye ke tere Rab ne hukm diya hoga, Uss roz log mukhtalif jamate ho kar…
♫ Kya Tamaam Auratey Jahannum me jayengi ? Baaz Aurate Aisa Sochti hai ke wo Kitne bhi Acche amal kar le fir bhi wo jahannum me hi jayegi? kya ye akida durust hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke - "Chahe…
Hadees: Quran ki Shifarish Tilawat karne wale ke haq me Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804 Recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come…
Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo ✦ Hadith about Hadiya/Tohfa: 1). Hadith: Hazrate Ibn Abbas aur Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Kisi Shakhs ke liye ye jayaz nahi ki woh kisi ko diya hua tohfa waapas le siwaaye Baap ke jo apne bete ko diya hua tohfa…
Chehre par Wazu ka Asar Roz-e-Mehshar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya: ❝ Qayamat ke din Meri ummat is haalat me bulayi jayegi ki unke Mooh aur hath Aasare Wuzu se chamakte honge! tou jisey ho sakey chamak jyada kare.❞ (Bukhari Sharif, Muslim Sharif)
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Hadees: Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata… Hadith: 11 -July: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata dena Sadqa (Sawab ka Kaam) hai.❞ 📕 Tirmidhi 1956
Ye 3 Surah tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi ✦ Hadith: Abdullah bin khubayb (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: 'Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq aur Surah An-Nas padh liya karo, ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi (yani har tarah ki pareshaniyo se bachne ke liye ye…
Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710
Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire.." - (Muslim Sharif)
Pardey ki Ahmiyat aur Khawateen ki Ghaflat by Sis. Qamar… Khawatin ke Parde ki Ahmiyat ke ziman me Allah Taala ka hukm kya hai aur iske bare me Ilm na hone ki wajah se kis hadd tak Gaflat barti ja rahi hai. Iske Talluk se Tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ke is bayan par gour karte…
Hadees: Woh shakhs hum mein se nahi jo humaare chhoton par… Hadith: 27 - July: Anas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Woh shakhs hum mein se nahi; jo humaare chhoton par Shafqat aur badon ka Adab na kare.❞ 📕 Tirmizi 1919
Sharaab, Juwa Napaak Aur Shaitani Kaam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Sharaab, Juwa Aur Buth Aur Paase Tou Bas Napaak(Burey) Shaitani Kaam Hai Tou Tum Log Iss' Se Bache Raho Taaki Tum Falah (Kamiyabi) Pao". - (Surah Al-Maidah, Ayat-90) » Juwa Ki Ta’arif (Meaning): Har Wo Khel Jisme Yeh Shart Ho Ki Nakaam Hone…
Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
Ek Ahle Ilm 1000 Aabido se Jyada Bhari hai Shaitan Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Ibbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai ke: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - "Ek Faqih (Ahle Ilm / knowledgeable man) Shaitan Par 1000 Aabido Se Zyada Bhari Hai.." - English reference : Vol. 1, Book 1, Hadith 222 - Arabic reference : Book 1, Hadith 227…
Jab Banda koi Nek Amal pabandi se karta rehta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, wo kehte hain maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko ek ya do baar hi nahi balke mutaddad baar ye kehte huye suna Ke: "Jab banda koi Nek Amal (pabandi se) kar raha ho, phir koi Bimari ya safar usey mashgool…
Gunaho ko Mitaane wala Amal ۞ Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) farmaya karte thay - "Jab Insan Kabeerah (Badey) Gunahon se bach raha ho tou Paanch Namazen, ek Jumah se (doosre) Jumah tak aur ek Ramzan se Doosre Ramzan tak, ke beech mein hone wale Gunahon ko…