Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din…
Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Uss Roz Zalim (Afsos Aur Nadamt Se) Apne Hath Kaat Kar Khayega Aur Kahega “Aye Kash! Mai Ne Rasool Ka Rasta Apnaya Hota! Haye Meri Bad-Bakhti Ke Kaash Mai Falaa (Gumrah Shaks) Ko Apna Dost Na…
Bhoole bhatke ko rasta bataana Sadqa hai Bhoole bhatke ko rasta bataana Sadaqa hai Hadees: Abu Zar (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Bhoole bhatke aadmi ko sahih raasta bataana Sadqa hai." 📕 Tirmidhi, Hadees: 1956
Al-Quran: Bure kaam ki Sifarish karne wala… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Bure kaam ki Sifarish karne wala bhi Gunahgaar hai Allah Taala Quran me farmata hai: "Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne…
Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta…
Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski…
Gareebi ki wajah se Hajj na karne walo ke… ✦ Mafhum-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne farmaya Gareeb log (Sahaba) Nabi (ﷺ) ki khidmat me hazir huye aur kaha ki: Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne waali Jannat haasil kar chuke halanki jis tarah hum…
Hadees: Bhalayi ka Rasta batlaane wala… Hadith: 30-June: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Bhalayi ka Rasta batlaane wala Neki karnewale ki tarah hai. 📕 Tirmidhi 2670