♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki
“Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai.”
– (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab …
Related Posts:
- Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi .... » Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke - "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai" - (Bukhari Jild…
- Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki (Aapne farmaya tha) "Baith kar Namaz padhna aadhi Namaz ke barabar hai aur Aap baith kar namaz padh rahe hain" tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, "Haan! ye sach hai…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka… Roza Chorne ka Azab Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Napaki ki Halat me…
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai ? ♫ Roza koun…
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- Hasad Sirf Do Baaton Me Jayaz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Hasad Sirf Do Baato Me Jayaz Hai,.." ∗(1). (Ek) Tou Uss Shakhs Ke Baare Me JiseY Allah Ta'ala Ne Doulat Di Ho Aur Wo Uss Doulat Ko Raah-e-Haq Me Kharch Kare,... Aur,…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai, Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai..." - (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
- Qurbani ki iste'tat (capacity) Naa rakhne walo ke liye… ✦ Mafhum-e-Hadith: Hazrat Abdullah bin Amr bin al-As (RaziAllahu Anhu) se riwayat hain: RasoolAllah (ﷺ) ne Ek Shaks se irshad farmaya 'Mujhe 10 Zhul Hijja ke din Eid manane ka hukm hua hain, Allah Subhanahu ne iss din ko iss Ummat ke liye Eid banaya.' Usne arz kiya agar mere…
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
- ♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot'ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya…
- Maah-e-Shabaan ke Rozey Maah-e-Shabaan ki fazeelat me Muta’addad Ahadees aayi hain, magar in me se aksar riwayaat Zaeeh hain. tahem baaz Saheeh Ahadees se bhi Shabaan ki fazeelat maloom hoti hai. ✦ Mafhoom-e-Hadees: 1). Hazrate Ayesha (R.A) se riwayat hai ke Unhone farmaya ke maine Nabi Kareem (ﷺ) ko Shabaan se ziada (Ramazan…
- Tum par Ramzan ka Mubarak Mahina Aaya hai Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata Hai - "Maahe Ramzan Wo Hai Jismey Quran Utara Gaya, Jo Logon Ko Hidayat Karne Wala Hai Aur Jismey Hidayat Ki Aur Haqq-Wa-Batil Ki Tameez Ki Nishaniyan Hain. Tum Me Se Jo Shakhs Is Mahine Me Muqim (Alive) Ho, Usey Roza Rakhna Chahiye. Haan…
- Roza Baatini Ibadat Hai .... Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai. - (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
- Youm-e-Arfa ka Roza aur Uski Fazilat Arfa - 9 Zil Hijja ka Roza 2022 (India) India me Youm-e-Arfa ka Roza Saturday, 9 July 2022 ko hoga. SEHRI 4:22 | IFTARI 7:17 (Mumbai, Pune) <<<<<<<<< ۞ >>>>>>>>> Mafhum-e-Hadees Youm-e-Arfa ke Roze ki Fazilat Abu Qatada (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) se Youm-e-Arfa (9 Zil…
- ♫ Ramzan Ke Masail - Zakat, Fitra, Sadqa kya hai aur kab… Roza Na Rakhne Ki Kisko Chut Hai ?, Zakat Sadqa Aur Fitre Me Kya Farq Hai ?, Zakat Ka Nisaab Kya Hai ?, Kya Syed Ko Zakat Di Ja sakti Hai ? Kya Aurat Ko Apne Zewar Ki Zakat Dena Padegi Agar Sohar Na De Tou ? ♫ Roza Na…
- ♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫…
- ♫ "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na…
- Roze ke Niyat ki Galat Dua se bachey Sehri (Roza Rakhne) ki Niyat ki Galat Dua se bachiye. kyunki is dua ka matlab hota hai ke "Mai Roza rakhne ki Niyat karta hu Kal ka." jabki hum aajke Roze ke liye kar rahe hote hai.
- ♫ Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur… Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me humbistari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur…