♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Teen Baatey Aisee hain jisko Haqeeqat me kehna bhi haqeeqat hai aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat ho jata hai ,
(Wo teen Baatey hai) Nikah, Talaq aur Ruju (yaani Talaaq ke baad Biwi ko wapas apna lena).”
– (Sunan Ibn Majah, JIld 2, 196-Sahih)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / 3 Batey Jise Haqeeqat aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat hai
Related Posts:
- Nazar-e-Bad Ki Haqeeqat Aur ilaj - Evil Eye Reality & Cure… Nazar e Bad in Islam, nazre bad ki pehchan, nazre bad ka ilaj, buri nazar ka wazifa, dua for nazar e bad from quran, dua for removing nazar, dua for nazar e bad for babies, how to protect from bad eye, how to cure nazar, The Evil Eye and Protection,…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-4 # Rasool’Allah(ﷺ) Ki Aakhri Wasiyat - ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(ﷺ) Ne Ek Roz Khutba Diya ,… EK Sahabi-e-Rasool Arbaz Bin Sariyaah (RaziAllahu Anhu) Uthey Aur Kahne Lage Ke - “Ya Rasool’Allah!(ﷺ) ! Mujhe Darr Hai, Mujhe Aisa Gumaan Hai Ke Kahi Ye Aapka Aakhri Khutba Tou Nahi ? Lihaja Kuch Nasihat…
- Mahe Rajab ki Haqeeqat aur Humari Bidatain by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/embed/obeRTL8bq5k Mahe Rajab ki Haqeeqat aur Humari Bidatain Rajab ke Mahine ki Hakikat kya hai, Rajab me kiye jane wale aamal kis had tak Qurano Sunnat se sabit hai iske bare me tafseeli jankari ke liye Aayiye is bayan ka mutala karte hai. baraye meharbani isey jyada se jyada share…
- Kisi ko Kafir kehna kaisa hai? Hadees of the Day Kisi ko Kafir kehna kaisa hai? Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Agar Koi Shakhs Kisi Shakhs ko Kaafir ya Faasiq kahe aur Woh Dar Haqeeqat Kaafir ya Faasiq na ho to Khud Kehne wala Faasiq aur Kaafir ho Jayega." 📕 Sahih Bukhari: 6045
- Jashne Eid Milad un Nabi (ﷺ) ki Sharayi daleel aur iski… Eid e Milad Un Nabi par Ummat ka ikhtelaf kyu by Moulana Salman Gill. | ईद मिलाद उन नबी पर उम्मत का इख़्तेलाफ़ क्यों है - मौलाना सलमान गिल. Video Dekhe: #Tags: Eid Milad In Hindi, 12 Rabi ul Awwal, Beautiful Hadees On Milad Un Nabi In Roman English, Ed Milad…
- जिसकी बुनियाद शरीयत मे नही ऐसा काम दीन मे ईजाद करना मरदूद है हजरते आयेशा (रज़ीअल्लाहु अन्हा) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया: “जिसने दीन मे कोई ऐसा काम किया जिसकी बुनियाद शरीअत में नहीं वो काम मरदूद है।” - (सुनन इब्न माजाह, हदीस 14) ✦ वजाहत: मसलन वो तमाम आमाल जिन्हे हम नेकी और सवाब की उम्मीद से करते है लेकिन…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-5 # Biddati Houz-e-Kousar Se Bhi Hakaaley Jayenge - Deen Me Naye Aqaid Ijad Karnewale Jahannum Tou Raseed Honge Hi, Lekin Qayamat Ke Din Inhe Hoze Kausar Se Bhi Hakala Jayega,.. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Farmatye Hai Ke – "Kuch Log Qayamat Ke Deen Mere Paas Aatey Honge,.. Houze Kousar Par…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-1 ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ "Allah Ke Naam Se Shuru Jo Nihayat Maherbaan Aur Rahem Wala Hai” Aajkal Mu'aashrey me Dekha Jata Hai Ke, Sunnat ke Naam Par Biddat ka Sikka Chalaya Jaa Raha hai ,.. aur Biddat ko Itna Aasani se Letey hai Jaise Maano Ismey koi Kharaabi hi na ho…
- Jiski Buniyad Shariyat me Nahi Aisa Kaam Deen me Ijad Karna… Roman Urduहिंदी Hazrate Ayishah (RaziAllahu Anha) se riwayat hain ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jisne Deen mein koyi aisa kaam kiya jiski buniyaad shari’at mein nahi wo kaam Mardood hai." - (Sunan Ibn Majah Hadees 14) ✦ Wajahat: Maslan wo tamam Aamaal jinhe hum Neki aur Sawab ki ummid se…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-2 ✦ Duniya me Biddat se koi Mumaniyat nahi: Shareeyate Islamiya ne Duniya me hume Biddat karne se nahi roka!. matlab Duniya me Inventions kijiye , khub discoveries kijiye! lekin deen me koi nayi baat Ijad mat karna. Kyunki Deen wohi hai jo Rasool’Allah (ﷺ) ka bataya hua hai, Ismey koi naya…
- Rashk Kin Insano Par Hona Chahiye ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Rashk Do Hi Insano Par Hona Chahiye - ∗ (1). Jise Allah Ne Quraan Ka Ilm Diya Aur Wo Iss Ke Sath Raat Ki Gehrayion Me Khada Ho Kar Namaz Parhta Raha. ∗ (2). Jise Allah Ne Maal Diya Aur Wo…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Valentine's Day ki Haqeeqat by Adv. Faiz Syed 14 Feb ko duniya bhar me manane jana wala din Youm-e-Aashiqi ke naam se jana jata hai. Aakhir is ke piche kya tarikhi wakiya hai ? Tafsili jankari ke liye Aayiye is bayan ka muta'ala karte hai. Baraye Meharbani isey Jyada se Jyada Share karne me tawoon kare. jazakAllahu Khairan…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jin Logo Ne Allah Ta'ala Ko Chhor Kar Dusrey Sarparast Banaa Liye Hain Unki Misaal Makdi Ke Jaise Hai Jo Apna Ek Ghar Banaati Hai, Aur Sab Gharo Se Zyada Kamzor Ghar Makdi Ka Hi Hota Hai Kaash Yeh Log Iss Haqeeqat Ko Jaantey". - (Surah-Al-Ankabut:…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-3 # Sahaba Ne Biddatiyo Se Kya Sulooq Kiya ? Aayiye Abdulah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Ka Ek Wakiya Hai Uspe Gour Karte Hai ,… Aap Kufa Me They ,.. Aur Ek Shakhs Daudta Hua Aaya Aur Kehne Laga – "Aye Abdullah ! Ek Ajeeb Cheez Maine Dekhi ,.. Log Fazar…
- Allah Ta'ala Ko Allah Miyaan Kehna Najayaz Hai • Masail: Allah Ta'ala Ko Allah Miyaan Kehna Durust Nahi Aur Mamnoo'a Hai aur "Miyaan" Insani Sifat Hai. - (Qanoon-e-Shariat)
- Qawwali Sunna kya Jayez hai ? - by Adv. Faiz Syed Qawali ki haqeeqat kya hai, Shariyat me Qawali ki kya hasiyat hai ? iske bare me tafseeli jankari ke liye is video bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu Khairan kaseera. Video Dekhe:
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Biddat ki Haqeeqat: Part-6 Deen me Bidat ke Nuqsan: Allah ne Duniya me tou hume Ijajat (permission) thi Biddate karne ki, lekin waha tou ijadad, Invension aur Discoveries chorr di aur humne Deen ke andar ijadad shuru kar diye, Deen ke andar Biddato ke Badey-Badey towers khadey kar diye. Subhan’Allah !!! Jiska Nuqsaan ye hua…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Allah Subhanahu farmata hai 'agar tumne Shirk nahi kiya to… [bs-heading title="Roman Urdu" show_title="1" title_link="#RomanUrdu" heading_color="#ef4e56" heading_style="t6-s9" heading_tag="h4" custom-css-class="_h_lang"][/bs-heading] ۞ Hadees: Abu Dhar (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ki: 'Allah Subhanahu farmata hai "Neki (ka ajar) 10 guna hai ya main ziyada bhi kar sakta hu, aur Gunah ek hi hai ya mein usko…
- Sunnat Ki Ahmiyat: Part 5 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - “Jo Shakhs Meri Ummat Tak Koi Islami Baat Pohchaye Ta'aki Uss Se Sunnat Qaayam Ki Jaye Ya Uss Se Bad’Mazhabi Door Ki Jaaye Tou Woh Jannati Hai”. – (Tirmizi Sharif) *Gour Karne Waali Baat Hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss…
- Jis Bande ko Nek Biwi Mil Jaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ta'ala Ne Jise Nek Bibi Ata Ki, Usey Islam Ka Aadha Hissa Qayem Karne Me Madad Ki Hai, Baaki Aadhe Hisse Ke Liye Use Chahiye Ke Wo Allah Se Dare…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…