Agar tum Sabr karo aur Allah se Darte raho

Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna

Hadees of the Day

Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna

۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai:

“Momin ka Muamla bhi Ajeeb Hai ke! jab ALLAH usey Neymat bakshta hai tou wo Shukr karta hai aur ispe isko Sawab milta hai aur jab Allah usey Aazmata hai aur uspe Taklif dalta hai tab wo Sabr karta hai aur ispe bhi isko Sawab milta hai.”

📕 Sahih Muslim, Book 042, Number 7138

Rating: 5 out of 5.

Read More

5/5 - (1 vote)
Momin ke Qatl ka Anjaam

Momin ke Qatal ka Anjaam

Hadees Of The Day

Momin ke Qatal ka Anjaam

Abu Saeed Khudri aur Abu Huraira (r. a) se riwayat hai ke,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai:

“Agar Aasman aur Zameen wale (saare ke saare) ek Momin ke Khoon me Sharik ho jaye toh Allah un sabko Jahannam me daal dega.”

📕 Sahih Tirmizi 1398 

5/5 - (1 vote)
jo choton par raham nahi karta wo hum me se nahi

जो भी अपने से छोटों पर रहम नहीं करता वो हम में से नहीं

अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमायाः

“जो भी अपने छोटे (युवाओं-बच्चों) पर रहम नहीं करता
और जो बड़ों के हक अदा नहीं करता
वो हम (मोमिनों) में से नहीं है।”

[ मुसनद अहमद – 7033 ]

Rate this post

Sabr Ka Badla ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne …

Read More