Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah

♥ Mafhoom-e-Hadees: Muaaz Bin Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jisne Kisi Momeen Ko Munafiq Ke Sharr (Zulm) Se Bachaya Tou
Allah Subhanahu Ta’ala Qayamat Ke Din Ek Farishta Bhejega Jo Uskey Gosht Ko Jahanamma Ki Aag Se Bachayega
Aur Jisney Kisi Musalman Par Tohmat Lagayee Jis Sey Uska Maqsad Uss Musalman Ki Burayee Ho Tou
Allah Ta’ala Usey Jahannum Ke Pool Par Rok Dega Yahan Tak Ki Wo Uss Tohmat Ke Gunaah Se Paak Hokar Nikal Jaye”.
(Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1453-Hasan)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: