Jo Jaanbujh kar Farz Namaz Chorh de wo Allah ki Panaah se Nikal gaya

Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah

Hadees of the Day

Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah

Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne mujhe waseeyat farmayee ki:

“Allah ke saath kisi ko Sharik na karna chahe Tumhare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe Aag mein jala diya jaye aur Farz Namaz ko jaan bujh kar kabhi mat chorhna kyunki jo jaanbujh kar Farz Namaz chorh de to Allah ke Zimme se bari ho gaya (yaani ab wo Allah ki panah mein nahi) aur Sharaab na peena kyunki Sharaab har burayee ki kunji (key) hai.”

📕 Sunan Ibn Maja, Jild-3, 915-Hasan

Read More

4.4/5 - (16 votes)
Islamic Quiz 177 : Kis ke Andar Ye Do Cheezein Jama nahi ho sakti Husn-e-Aghlaaq aur Deen ki Samajh?

Islamic Quiz 177

Kis ke Andar Ye Do Cheezein Jama nahi ho sakti Husn-e-Akhlaaq aur Deen ki Samajh? …

Read More

Wo Kaunsi Cheez Hain Jise Dekh Kar Mikaeel (A.S) Kabhi Hase Nahi?

Islamic Quiz 176

Wo Kaunsi Cheez Hain Jise Dekh Kar Mikaeel (A.S) Kabhi Hase Nahi? A. Qabar Ka …

Read More

Islamic Quiz 175 : Kis Gunaah ko Pyare Nabi (ﷺ) ne Har Buraayi ki Chaabi kaha?

Islamic Quiz 175

Kis Gunaah ko Pyare Nabi (ﷺ) ne Har Buraayi ki Chaabi kaha? A. Sood B. …

Read More

Hadees: Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

Hadees of the Day

Har Nasha Waali Cheez Haraam hai

۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega

Jabir (R.A.) se riwayat hai ke,

Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne RasoolAllah (ﷺ) se Uss Sharaab ke Baarey me Puchha ke Jo Unn Elaqon me Pee jati hai aur wo Sharaab jo Taiyaar hoti hai Uss Sharaab ko Mizr kaha jata tha.

Tou RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya “Wo Sharaab Nasha (Intoxicating) waali hai?”

Uss ne Arz Kiya, “Ji Haan!”

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Har Nasha Wali Cheez Haraam hai, Kyon ke Allah Ta’ala ka uss Aadmi ke liye Waada hai ke Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta’ala Tinatah-al-khabaal peelayega.”

Sahaba ne arz kiya: “Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! Tinatah-al-Khabaal kya cheez hai ?

Read More

4.9/5 - (7 votes)
5 Safar | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

5. सफर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा

हज़रत शुऐब (अ.स) और उन की कौम, कुदरत : कुतुब तारा (ध्रुव तारा / Polestar), एक फर्ज : इस्लाम में नमाज़ की अहेमियत, सुन्नत : बच्चों के सरों पर हाथ फेरना, शराबी की सजा – क़यामत में प्यासा उठेगा …

Sharab se bacho kyunki wo har burayi ki chabi hai

Sharab se bacho kyunki wo har burayi ki chabi hai

— Roman Urdu Hadees —

Allah ke Rasool (ﷺ) ka farman hai:

Sharab se bacho isiliye kyunki wo har burayi ki chabi hai.

📚 Mustadrak: 7313


— हिंदी हदीस —

अल्लाह के अंतिम पैगम्बर (ﷺ) ने फ़रमाया :

शराब से बचो इसलिए क्यूंकि वो हर बुराई की चाबी है।

मुस्तदरक: ७३१३


— English Hadith —

Do not drink wine, for it is the key to all evils.’”

Sayings of Prophet (ﷺ)
Grade : Hasan (Darussalam)
English reference : Vol. 4, Book 30, Hadith 3371
Arabic reference : Book 30, Hadith 3496

5/5 - (1 vote)