Islamic Quiz 282 : Kaunsa Gunaah Hain Jiske Zariye Shaitan Chahta Hain Logon Mein Dushmaniya Paida Ho jaye?

Islamic Quiz 282

Kaunsa Gunaah Hain Jiske Zariye Shaitan Chahta Hain Logon Mein Dushmaniya Paida Hojaye?

Options Are 👇

A. Sharab

B. Kanjusi

C. Juwaa

D. Sahih Jawab ka Intezar

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( A & C )

✅ Sharaab aur Juwaa

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Allah Taala ka farmaan hain:

“Shaitan toh Yuh Chahta hain ke Sharab aur Juwwe ke Zariye Se Tumhare Aapas mein Adawat aur Bhugz Waqe Kara de aur Allah Taala ki Yaad se aur Namaz se Tumko Baaz rakhe.”

📕 Surah Maida 5:91

Install Islamic Quiz App