‟Shaitan to yahi chahta hai ke Sharab aur Juwe ke jarye tumhare darmiyan Dushmani aur Bugz ke beez daal de aur tumhe Allah ki Yaad aur Namaz se rok de.’
Har Nasha Waali Cheez Haraam hai Hadees of the Day Har Nasha Waali Cheez Haraam hai ۞ Hadees: Jo Aadmi Nasha Waali cheez peeyega ussey Allah Ta'ala Tinatah-al-khabaal peelayega Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, Jaishaan se ek Aadmi Aaya aur Jaishaan Ek Shahar (Town) hai Yeman me, Uss Aadmi ne RasoolAllah (ﷺ) se Uss Sharaab ke Baarey me Puchha ke Jo Unn Elaqon me Pee jati hai aur wo Sharaab jo Taiyaar hoti hai Uss Sharaab ko Mizr kaha jata tha. Tou RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Wo Sharaab Nasha (Intoxicating) waali hai?" Uss ne Arz Kiya, "Ji Haan!" RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Har Nasha…
Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat 41:34
Jo Shakhs Allah ke Zikr se airaz karega Allah Rabbul Izzat Quran me Fermata Hai – ♥ Al-Quran: "Jo Shakhs Apney Rab Ke Zikr Se Airaaz Karega Allah Usey Shadeed Tareen Azaab Me Mubtela Karega...” – (Surah Jinn: Ayat 17) Ek aur Aayat me Allah Rabbul Izzat Ne Farmaya – ♥ Al-Quran: Jab Mera Banda Mere Ziqr Se Airaaj Karta Hai Tou Hum Uske Upar Ek Shaitan Musallat Karte Hai Aur Wo Uska Humesha Ka Saathi Marne Tak Ban Jata Hai, Aur Wo Usko Humare (Yaani Allah) Ke Rastey Se Behkata Bhatkata Hai Aur Aisa Dikhata Hai Ke Tum Tou Hidayat Par Ho, Bus Chaltey Raho Jaisa Kar…
Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
Sirat-e-Mustaqeem par Shaitan jyada behkata hai ❖ Mafhoom-e-Hadees ﷺ : Ek Sahabi ka inteqal hota hai, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) uss Inteqal me jaate hai, aur abhi Qabr khud rahi thi ke RasoolAllah (ﷺ) uss mitty par baith jate hai, Aapke hath me ek tehni thi, aap uss tehni ke jarye Zameen par uss mitty par kuch banane lagey, Sahaba gour se dekhne lage ke RasoolAllah (ﷺ) kya kar rahe hai. Sahaba ne dekha ke Aap (ﷺ) ne ek sidhi lakeer banayi, aur daaye aur baaye janib aur chand lakeere banayi aur farmaya ke - [bs-quote quote="❛ Ye sidhi lakeer jo maine banayai hai ye mera…
Koshish Kinn Logo Ki Kaqbool Hogi ? .... Allh Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Irshad Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Shakhs Duniya Chahta Ho Tou Hum Usey Jis Qadar Chahtey Hain Jitna Chahte Hain Jaldi De Dete Hain, Phir Uskey Liye Jahannam Tayyar Kar Rakhi Hai Jisme Wo Zaleel Aur Khawar(Disgraced And Rejected) Hokar Rahega. Aur Jo Shakhs Aakhirat Chahta Ho Aur Uske Liye Munasib Koshish Bhi Karta Ho Aur Wo Momeen Bhi Ho Tou Aise Logon Ki Koshish Maqbool Hogi". - (Surah 17 Al-Isra, Ayat: 18-19)
Al-Quran: Tumhaari Doulat aur Aulaad tumhe Allah ki yaad se… Quran: 28 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Imaan waalo! Tumhaari Doulat aur tumhaari Aulaad tumhe Allah ki yaad se Gafil na karne paye aur jo log aisa karenge, woh bade ghaate ka souda karne waale honge.❞ 📕 Surah Al-Munafiqun 63:9
Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
Hadees: Quran ki Shifarish Tilawat karne wale ke haq me Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804 Recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come as an intercessor for those who recite It
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern science, muslim scientist, discoveries and inventions by muslim scientist, 1001 inventions muslim heritage in our world, Science In The Medieval…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
Kisi Qoum ki Dushmani tumhe Na Insaafi karne par majboor naa… Aaj ki Aayat | Verse of the Day Kisi Qoum ki Dushmani tumhe Na Insaafi karne par majboor naa kar de ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Kisi Qoum ki Dushmani tumhe (un ke sath) Na Insaafi karne par naa ubhare, (balke is waqt bhi tum) insaf se kaam lo. yahi tareeka Taqwa se ziyada qareeb hai." 📕 Surah Maidah 5:8