Abu Huraira (R.A) riwayat karte hain ki. RasoolAllah (ﷺ) ne Jumme ke Zikr me Ek martaba farmaya –
“Jum’ma ke Din Ek Ghadi aesi aati haiJis me agar koi Musalman Banda Namaz padh raha hoaur koi Cheez Allah se mange touAllah Rabbul Izzat Usey woh Cheez zarur deta hai.
RasoolAllah (ﷺ) ne haath ke Ishare se bataya ‘Woh Ghadi bahut thodi si hai.’
Jis se Log Bhalai Ki Umeed Na Rakh Paye wo Sabse… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me Bad Tareen Shaksh wo hai, Jis se Log Bhalai Ki Umeed Na Karey aur us ke Sharr se Mehfooz na ho" - (Tirmizi, 2263) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैराह (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "तुम में बद्तरीन शख्स वो है, जिस से लोग भलाई की उम्मीद न करे और उस के शर्र्र से महफूज़ न हो"…
Jannati Aurat jis ka Shohar Us se Raazi ho Hadees of the Day Jannati Aurat jis ka Shohar Us se Raazi ho Umme Salma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:- "Jo Aurat Dunia se is haal me chali jaye ke uska Shohar us se raazi tha, tou wo Jannat me dakhil hogi." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1854
Uski 40 Din Namaz Qabool nahi hoti Hadees of the Day Uski 40 Din Namaz Qabool nahi hoti Hafsa (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ki: "Agar koi Musalman kisi Majoosi (Qaahin) ke paas jakar kuch daryaft karta hai tou uski 40 din ki namaz qubool nahi hoti." 📕 Muslim Sharif; Vol 2 Page-233 Ek aur riwayat me aata hai ke RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jisne Sharab pi li uski 40 din tak Namaz kubool nahi hogi, phir agar woh Tauba karle…
Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Hadees of the day Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Dunia ke dino me Sabse Afzal din Zil Hijjah ke Dus din hai." 📕 Sahih Al Jami 1133 Aur bhi Padhey: Zil Hijjah ke Shuru ke 10 Dino ki fazilat Qurbani Ke Ahkaam O Masaail अशरा ज़ुल हज की फ़ज़ीलत क़ुरानो सुन्नत की रौशनी में Ashra Zul-hijjah Mein Kasrath Se Karne Waale Amaal Dhul Hijjah Ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ko Pasand ♫ Qurbani…
Al-Quran: Jis Shakhs ne Dunia me Jarra barabar bhi… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Insan Apni Har acchayi aur Burayi Qayamat me dekh lega Allah Taala Quraan me farmata hai: "Jis Shakhs ne (Duniya) me Jarra barabar bhi koi burayi ki hogi tou wah usey aakhirat me dekh lega." 📕 Surah Az-Zalzalah 99:08
Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz go aur wo usey… ✦ Hadith: Roman Urdu: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye tou Qayamat ke din usey dozakh ki Aag ki lagaam daal kar laya jayega." 📕 Sunan Ibn Majah: Arabic 272, English 261 ✦ English Hadith: It was narrated from Abu Hurairah that: The Prophet (ﷺ) said: "There is no man who memorizes knowledge then conceals it, but he will be…
Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain: "Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya Na Hoga. Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya, "Ya Rasool'Allah! Wo KhushNaseeb Koun Hain ?". Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: ∗1. Ek Wo Jis Ne Mere Kisi MusibatZadah Ummati Ki Pareshani Door Ki. ∗2. Duwwam Wo Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya. ∗3. Teesra Wo Shakhs Ke Jis…
Jis me Fahash ho, woh us ko Aibdaar bana deti hai: Hadees Jis me Fahash ho, woh us ko Aibdaar bana deti hai Hadees: Anas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya: "Jis me Fahash (behoodah baate ya sakht kalaami) ho, woh us ko Aibdaar bana deti hai aur jis me Hayaa ho, woh us ko Khoobsoorat bana deti hai." 📕 Tirmizi, Hadees 1974
Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho Mafhoom-e-Hadees Jis se Deeni Fayda na pohche us se Door Raho Hazarte Malik bin Deenar ne apne Daamaad Mughera bin Shoba se farmaya: Aye Mughera! "Jis Bhai Ya Saathi ki Dosti tumhe Deeni Fayda na pohanchey Tum Uski Dosti se bacho taa ke Tum Mehfooz-wa-Salamat raho." 📕 Hilya-Tul-Auliya, Hadees-8555, Jild-6, Page-267
Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,... # Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya, Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal Rakhte Ho Na Hidayat" - [Surah(2)Baqrah; Aayat-170] - @[156344474474186:] *Afsos Ki Baat Hai Ke Aaj Humara Bhi Muamla Kuch Aisa Hi Hai Ke – - Hum Bhi Apne Aaba-o-Azdad Ke…
Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: “Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein Pahunch kar Rahegi,phir Tum Sab Chhupe khule ke Janne wale (Allah) ki taraf Lautaye jaoge aur Woh Tumhein Tumhare kiye hue Tamaam kaam bata dega.” 📕 Quran, 62:8
Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Hadees of the Day | Jumma Series Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho jata hai." 📕 Saheeh al-Jaami, 6470 Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jisne Juma ki raat Surah kahf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai." 📕 Saheeh al-Jaami,…
Jis Shakhs ka Amalnama uski Peeth piche diya jayega Jis Shakhs ka Amalnama uski Peeth piche diya jayega Allah Ta'ala farmata hai: "Aur Jis Shakhs ka Aamaal Naama Uski Peeth Piche se diya Jayega, tou woh Maut ko Bulane Lagega, aur Bhadakti huyi Jahannam mein Daakhil hoga." 📕 Quran 84: 10-12
♫ Lab pe aati hai dua banke tamanna meri | Download Mp3 Free Baccho ki Dua : Lab Pe Aati hai Dua Banke Tamanna Meri Lab pe aati hai Dua original Audio with Lyrics for download Disclaimer: "This audio features the original version of the nazm 'Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri', written by Allama Iqbal. It has been shared here for educational and religious purposes. This nazm was originally created decades ago and has been widely used in educational institutions. Any adaptations or recreations by Bollywood or other entities came…