♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Jumme Ke Zikr Me Ek Martaba Farmaya –
“Jum’ma Ke Din Ek Ghadi Aesi Aati Hai Jis Me Agar Koi Musalman Banda Namaz Padh Raha Ho
Aur Koi Cheez Allah Se Mange Tou Allah Rabbul Izzat Usey Woh Cheez Zarur Deta Hai.
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Haath Ke Ishare Se Bataya
Woh Ghadi Bahut Thodi Si Hai.
– (Bukhari Sharif, Kitabul Jum’ma, Hadith No.935)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jumma Ke Din Ek Ghadi Aesi Aati Hai Jis Me ….
Related Posts:
- Jisne Jumma Ke Din Gusal Kiya Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Salman Farsi (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jisne Jumma Ke Din Gusl Kiya Aur Khub Paaki Hasil Ki Aur Tel (Oil) Ya Khushbu Istemal Ki Phir Jumma Ke Liye Chala Aur Do Aadmiyon Ke Beech Me Na Ghusa Aur…
- Behtreen Din Jumma ka Din hai Hadees of the Day | Jumma Series Behtreen Din Jumma ka Din hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Behtreen Din Jis par Sooraj Tuloo hota hai, Jumuah ka Din hai." 📕 Sahih Muslim: 854 (1976)
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- ♫ Lab pe aati hai dua banke tamanna meri | Download Mp3 Free Baccho ki Dua : Lab Pe Aati hai Dua Banke Tamanna Meri Lab pe aati hai Dua original Audio with Lyrics for download ♫ Full Audio ♫ Ringtone ♫ Lyrics Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meriZindagi shamma ki surat ho Khudaya meri Door dunya ka mere dam…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Tum Par Jo Museebat aati hai Wo Tumhare Hi Haatho Kamayi se… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ “Aur Tum Par Jo Museebat Aati hai Wo Tumhare Hi Haatho ke Kiye huye Kaamo se Aati hai, Jabki Wo(Allah) Bahut se Gunaah Muaf Bhi Farma Deta hai.” [ Quran; Surah Ash-Shura; 42:30 ] ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ "और तुम पर जो मुसीबत आती है वह…
- Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Na Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Momin Ke Liye Munaseeb Nahi Ke Wo Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kare" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kis Tarah Kiya Ja Sakta Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Karo Inn Me 2 Cheezen Aesi Hain Jinke Zarye Tum Apne Rab Ko Raazi Kar Sakte Ho. Aur 2 Cheezen Aisi Hain Jinke Bagair Tumhare Liye Koyi Charah Nahi ,. *Woh 2 Cheezen Jinke Zarye…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Allah kisi bande ko uski taqat se jyada nahi Aazmata Al-Quran: Allah kisi bande ko uski taqat se jyada nahi Aazmata ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Allah kisi Nafs ko Uske Bardasht se Jyada Nahi Aazmata❞ Surah Baqrah 2:286 ✦ Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) farmatey hai ke: "Aazmaishey Momin par Aatey Rahete hai, Uski jaan me aati hai, Uske Maal…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Hazrate Ali (R.A) se Mushkil Sawalaat ke Khubsurat Jawaab 7 Mushkil Sawaal aur Hazrat Ali (R.A) ke Khubsurat Jawaab Tauraat ke ek Aalim Mujer ne ek martaba Hazrat Ali (R.A) se kuch sawaal puche jinke jawab Hazrat Ali ne diye. Mujer ne pucha: (1) Wo kaunsa mard hai jiska na baap hai na maan? (2) Wo kaunsi aurat hai…
- Munafiq Ki Pehchan (Sign of Hypocrite in urdu) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Chaar Aadatey Aesi Hai Ki, Jinkey Andar Bhi Wo Hongi Wo Munafiq Hoga. Unn Chaar Me Se Agar Koi Ek Paayi Jaayegi Tou Uske Andar Nifaaq Ki Ek Aadat Hogi, Yahan…
- Juma Momino ke liye Eid ka Din hai Hadees: Juma Momino ke liye Eid ka Din hai [Sahih Ibn Khuzaymah: 2161]
- Sana'ati Aalaat Ke Kin Baaton Par Zakat ..... » Mas'la : Sana'ati Aalaat (Kaam Karne Ke Machine) Aur Machinery Ki Asal Qeemat Par Zakaat Nahi Aati. Lekin Unki Aamdani (Income) Agar Zakaat Ke Nisaab Ko Puhnch Jaaye Aur Uss Par Saal Guzar Jaaye Tou Uss Se Zakaat Nikaalna Zaroori Hoga Aur Yahi Hukm Kiraaye (Rent) Par Diye Gaye…
- Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai to Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." Refe: Sunan Abu Dawud 1488-Sahih In-book refe:Book 8, Hadith 73 # Wajahat: Iss…
- ♫ Surah Mulk | Heart touching Qeerat by Qari Mishary Rashid… Related Media: ♫ Ayatul Kursi Mp3 Download: Urdu Tarjuma aur uski Fazilat ♫ Surah-Furqan – Heart touching Qeerat By Qari Sohaib Ahmed Meer Muhammadi ♫ Beautiful Quran Recitation by Qari Ahmed Saud (5 Surah) ♫ [Full] Lab pe aati hai Dua ban ke tamanna meri ♫ [Ringtone] Lab Pe Aati…
- Keh Do! Rizq Tou Mera Rab Deta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Dijye! Rizq Tou Mera Rab Jiske Liye Chahta Hai Wasee Ker Deta Hai, Aur Jiska Chahey Kum Bhi Ker Deta Hai Lekin Akser Log (Ye Baat) Jantey Nahi Tumhare Amwaal Aur Aulaad Aesi Cheezain Nahi Hain Jinse Tum Hamare Yahan Muqarab Bun Sako, Haan! Jo…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,... # Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya, Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…