Banda Apne Rab ke Qareeb Sajdey ki haalat me hota hai

Hadees Of The Day

Banda Apne Rab ke Qareeb Sajdey ki haalat me hota hai

Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai:

“Banda Apne RAB se Sabse Ziyada Qareeb Sajdey ki Haalat me hota hai,
Lihaza (Sajdey me) Tum log Zyada e Zyada Dua kiya karo.”

📕 Sunan Nisai 1137

Leave a Reply