Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
Koshish Kinn Logo Ki Kaqbool Hogi ? .... Allh Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Irshad Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Shakhs Duniya Chahta Ho Tou Hum Usey Jis Qadar Chahtey Hain Jitna Chahte Hain Jaldi De Dete Hain, Phir Uskey Liye Jahannam Tayyar Kar Rakhi Hai Jisme Wo Zaleel Aur Khawar(Disgraced And Rejected) Hokar Rahega. Aur Jo Shakhs Aakhirat Chahta Ho Aur Uske Liye Munasib Koshish Bhi Karta Ho Aur Wo Momeen Bhi Ho Tou Aise Logon Ki Koshish Maqbool Hogi". - (Surah 17 Al-Isra, Ayat: 18-19)
Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge "Aur Uss Din ka Khauf Rakho jabki Tum Allah ki aur Lautaye Jaoge, fir Har Shakhs ko jo kuch Usne kamaya Uska Pura Pura Badla dey Diya Jayega aur unke sath koi Nainsafi Na hogi" #Quran 2:281 "और उस दिन का डर रखो जबकि तुम अल्लाह की ओर लौटोगे, फिर प्रत्येक व्यक्ति को जो कुछ उसने कमाया पूरा-पूरा मिल जाएगा और उनके साथ कदापि कोई अन्याय न होगा" #कुरान: 2:281 "And fear the Day when ye shall be brought back to Allah. Then shall every soul be paid what it earned, and none shall be dealt with unjustly." #Quran 2:281
Har Ek Se Khush Akhlaqi Se Pesh Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ayesha Siddiqa (R.A) fatmaati hain - "Ek (1) Shakhs ne Nabi-e-Kareem (ﷺ) se Milna Chaha, Tou Aapne farmaya ke Isko Aaney Do Ye Logon me bahut buraa hai. *Jab Wo Aaya tou Rasool'Allah (ﷺ) ne Uss se Bahut Khush Akhlaaqi se (Bahut Acchi Tarah) Baat Ki ,.. *Jab Wo Chala Gaya Tou Hazrate Ayesha (Razi'Allahnu Anha) ne farmaya Ke - "Aap Tou Uske Baare Me Aesa-Aesa Bata Rahe They, Tou Phir Aap Uss Se Khush Akhlaaqi Se Kyo Mile ?". *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Aapne Mujhe Kab Kisi Ko Bura Bhala Kehte Suna…
Bhalayi aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah aur Uskey Rasool ka Paigaam Haq hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me farmata hai ke - Bismillah-Hirrahman-Nirrahim "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi ho Sakti tou tum Burayi ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya Dekhoge Ki Jis Shakhs aur Tumhare Beech Dushmani thi Unme aisa ho Jaayega Jaise Koi Pakke Dost Hote Hai.." 📕 Quran 41:34 Iss Mudde Per Quraan-e-Karim Ki Rahnumaai Dil Ko Badaa Sukoon Deti Hai, Rabb-e-Taala Ne Burayi Ko Khatm Karne Ki Iss Ayat Me Kya Khoob Taaleem Di Hai Ki, Koi Jab Hamse Buraa…
Jab Zameen Gawahi Degi - Qayamat ki holnakiyan ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ ❝Jab Zameen puri tarh jhinjhor di jayegi aur zameen apne bojh bahar nikal phekegi, Insan kahne lagega ke isey kya ho gaya ? Us din Zameen apni sab khabre bayan kar degi, Isliye ke tere Rab ne hukm diya hoga, Uss roz log mukhtalif jamate ho kar ( wapas ) lautenge taake unhe unke amaal dikha diye jaye, Pas jis ne Zarra barabar bhi Neki ki hogi wo usey dekh lega aur jisne zarra barabar bhi Burai ki hogi wo usey dekh lega.❞ (Surah Az-zil-zaal 99:1-8) Tashreeh ( Ahsanul bayan ) Iska matlab sakht tareen bhoochal aayega…
Al-Quran: Yaqeenan Allah tumhe Huqm deta hai ke tum… Quran: 15-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Aye Imanwalo!) Yaqeenan Allah tumhe Huqm deta hai ke tum Amaanatein un ke haqdaaro tak pohchaaon.' 📕 Surah An-Nisa 4:58
Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo Allah ke siwa aise shakhs ko pukare jo usey Qayamat tak jawab na de?” – (Roman Urdu; Quran; Surah Kahaf 46:05) “और उस शख़्श से बढ़ कर कौन गुमराह हो सकता है जो अल्लाह के सिवा ऐसे शख़्श को पुकारे जो उसे क़यामत तक जवाब ना दे?“ – (हिंदी अनुवाद; कुरान; सुरह कहफ़ 46:05) “And who is more astray than one who invokes besides Allah, such as will not answer him to the Day of Judgement, and who (in fact) are unconscious of their call…
Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=OKcWeJCXrZI Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in quran, physiology in quran, oceanology in quran, Quran about oceanology Quran aur jadeed science, quran jadeed science aur muslim scientist, quran and modern science, muslim scientist, discoveries and inventions by muslim scientist, 1001 inventions muslim heritage in our world, Science In The Medieval…
Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
Hadees: Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye… Hadith: 22-April: Anas bin Malik (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟ Jo Shakhs zaroorat se jyada imarat banayega tou ye Qayamat ke din uske liye wabal hogi. 📕 Shoaib Ul Iman 10710