Ghar me dakhil hone ki dua

Bismil-lahi walajna, wabismil-lahi kharajna, waAAala rabbina tawakkalna.

( Allah ke naam ke saath hum dakhil yuye aur Allah ke naam ke saath hi hum baahar nikle aur hum ne apne parwardigaar Allah hi par bharosa kiya. )

📕 Abu Dawud:4/325, Hadith: 5095


۞ Hadees: Ek dusri hadees mein hai ke:

Jab Aadmi apne ghar mein daakhil hone aur khaana khane ke waqt Allah ko yaad karta hai tou shaitan (apne chelon se) kahta hai ke us ghar men tumhaare liye raat guzaarne ka thhikaona nahin hai aur na hi raat ke khaane mein tumhaara hissa hai.”

📕 Sahih Muslim: 2018


Related Dua:

Leave a Reply