Al-Quran: Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata… Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao, aur us me hadd se aage na badho, jis ke nateeje me tum par mera gazab nazil ho jaye. [Quran 20:81]
Allah kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ALLAH kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata "ALLAH kisi Shakhs ko uski Taqat se Zyada nahi Aazmata, Achche kaam karega tou usko uska fayda milega aur Burey karega tou usiko iska Nuqsan hoga." 📕…
Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon…
Hadees ke muamle me chaan-bin aur Ahtiyaat Hadees ke muamle me chaan-bin aur Ahtiyaat Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me fermata hai: Aur humne Aap(ﷺ) ki taraf Zikr naazil kiya hai taake Aap logon par in taleemaat ko waazeh kare jo inki taraf naazil ki gayi hain taake…
Hadees: Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar… Hadees of the Day Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega Ash'as bin Qais (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Jhoothi Qasam kha kar kisi ka maal le lega,…
Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye ... Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum Mein se Koi Khana Khaye aur Niwaala Gir Jaye tou Us Mein se Jo na Pasand Samjhe Us Hisse ko hata de phir…
Agar Kisi Muamle Me Ikhtelaaf Ho Jaye .... ☆ Paltaado Apni Baato Ko Allah Aur Rasool Ki Taraf .. Momino Me Agar kisi Baat Par Ikhtelaaf ho Jaye Tou Unhe Chahiye Ke Apni Baato Ko Allah aur Uske Rasool Ki Taraf Palta Dey ,.. Yaani Quraano-Hadees ko Insaf…
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou…