♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Woh Log Allah Ta’ala Ki Khaas Rehmat Se Mehroom Rahenge
Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Reham Nahi Hai, Aur Jo Dusron Par Taras Nahi Khaate”
– (Bukhaari, Muslim Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Rehem Nahi ….
Related Posts:
- Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi, Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar…
- Dua Ke Jarye Dilon Me Imaan Ko Ta'aza Rakha Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Aamru Bin Aas (Razi'Alahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Imaan Tumhare Dilo Me Usi Tarah Purana (Aur Kamzor) Ho Jata Hai, Jis Tarah Kapda Purana Ho Jata Hai, Lihaaza Allah Ta'ala Se Dua Kiya Karo Ki Woh…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki, "Apne Dilon Ko Zyada Khaane-Peene Se Halaak Na Karo, Jis Tarah Zyada Paani Se Kheti Tabaah Ho Jati Hai, Usi Tarah Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai.." - (Mukashifatul Quloob Page#55) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai…
- Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Do Neymato Ki Aksar Log Qadar Nahi Kartey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Do Neymate Aiseee Hain Ki Aksar Log Unki Qadar Nahi Kartey, (1) Sehat (Health) Aur Dusri Neymat Hai (2) Fursat (Achchey Kaam Karney Ke Liye). - (Sahih Bukhari)
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
- Jhoota Khwab Sunaane Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisney Aisa Khwaab Sunaaya Jo Usney Nahi Dekha Tou Allah Usey Jow Ke 2 Daanon Me (Qayamat Ke Din) Gaanth (Knot) Lagaane Ko Kahega, Lekin Wo Aisa Nahi Kar Sakega (Isliye Sazaa Paata Rahega) ,.. *Aur Jo Logon Ki Baatein Sun'ne…
- Dhoka Dene Wala Hidayat Par Nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Shakhs Kisi Musalman Ke Sath Makkar Karey, Ya Nuqsaan Pahunchaye, Ya Dhoka De, Tou Jaan Ley Ke Woh Hum Me Se Nahi,.. (Yaani Humare Rastey Par Nahi Ya Hidayat Par Nahi Hai)." - (Kanzul Ummal J:3 S:218 Hadith no. 7822)
- Aurat Ka 3 Din Se Jyada Tanha Safar Karna Jayaz Nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Aurat Allah Aur Qayamat Ke Din Par Emaan Rakhti Hai Uss Ke Liye Yeh Halaal Nahi Ke Wo Apne Baap, Bhai, Shohar, Bete, Ya Kisi Mehram Ke Bagair 3 Din Ya Iss Se Ziyada Ka Safar Kare" - (Sahih…
- Gaib Ki Kunjian 5 Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gaib Ki Kunjian 5 Hain, Jinhe Allah Ke Ilaawa Koi Nahi Janta". ∗1. Koi Nahi Jaanta Ke Kal Kya Hoga ?. ∗2. Koi Nahi Jaanta Ke Maa Ke Pait Me Kya Hai ?.…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Ilm Per Khud Bhi Amal Kare Aur Dusron Tak Bhi Pohchaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Mai Ne Shab-e-Meraj Me Dekha Ki Kuch Logon Ke Honth(Lips) Aag Ki Kenchiyo Se Kaate Ja Rahe They. Mai Ne Pucha 'Jibrail Ye Koun Log Hai?' Jibrail Ne Kaha 'Ye Aapki Ummat Ke Waaj Kehne Wale Hai Jo Logon Ko Acchi Baat…
- Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
- Shok Ki Muddat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi ImanWale Ke Liye Halaal Nahi Ke (3) Teen Din Se Jiyadah Shok (Ghum) Kare, Sirf Bewa Aurat Ke Siva, Ke Uske Shok (Ghum) Ki Muddat Char (4) Mahine Das (10) Din Hai,.." - (Bukhari Sharif, Tirmizi Sharif, Tohfa-e-Najat Part-11 Page-49)…