♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai –
“Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje,
Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do,
Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega..”
– (Tirmizi Sharif: 1084)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam
Related Posts:
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Nikah ke Liye Mehar Ki Sabse Kum Miqdaar Kitni ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Nikah Karo Chahe (Mehar Dene Ke Liye) Ek Lohey Ki Anguthi Hi Kyu Na Dena Padey.." - (Bukhari Sharif)
- NIKAH Zindagi ka Ek Ahem Faisla by Sis. Qamar Tafheem Nikah Zindagi ka kitna Aham faisla hai iski tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ka Bayan Jarur suney aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Islam Me Shadi Ki Ahmiyat, Nikah Ki Fazilat In Urdu, Nikah Ki Shartein, Nikah Kaise…
- Nikah Ke Liye Kis Cheez ko Tarji Dey ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Nikah Karne Me Maal Wa Daulat Husn Wa Jamaal Aur Hasab Wa Nasab Ko Tarjih Na Do !!! Balke Deendar Aurat Se Nikah Karke Kamiyab Ho Jao..." - (Bukhari Hadees: 5090) Jahir Si Baat Hai Deendari Afzal hai Tamam…
- Ladki Ki Nikah Ke Liye Razamandi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Wa Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Kuwaari Ladki Ka Nikah Na Kiya Jaye Jab Tak Uski Razamandi Na Hasil Kar Li Jaye Aur Uska Chup Rehna Uski Razamandi Hai, - Aur Na Nikah Kara…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Paigam-e-Haq Logo Tak Pohachaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mera Paigham Logon Tak Pahuchao Chahe Ek Hi Aayat Ho, - Aur Jisney Mujh Par Janbujh Kar (Intentionally) Jhoot Bola Usey Jahannum Me Apney Thikane Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye". - (Sahih…
- Janiye - Kin Rishtey Daro me Nikah Jayaz Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amra Binte Aburrahman Wa Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Raja'at Yaani Doodh Ke Rishte Se Bhi Wohi Rishte Haraam Ho Jaatey Hai Jo Wiladat Se Haraam Ho Jate Hai". - (Bukhari Sharif : Jild-3, Page-62; Tirmizi…
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Islam Nikah Se Pehle Ishq Ki Mazammat(Against) Karta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Uski(Allah Ta'ala Ki) Nishaniyon Se Hai Ke Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se Jode Banaye, Ke Unsey Aaraam Paao Aur Tumhare Aapas Me Mohabbat Aur Rehmat Rakkhe. Beshaq Isme Nishaniyan Hai Dhyan Karne Waalon Ke Liye". - (Mafhoom-e-Surah Ar-Rum; Aayat No-21) # Sabaq: Islam Nikah…
- Aurato Se Mehaz Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Nabi (ﷺ) Ne Farmaya - "Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo, Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Kar De, Na Uske Maal Ki Wajah Se Nikah Karo, Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaaho Me Mubtela Kar De, Balki Deendari Ki…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Hadees: Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Hadith: 24-June: Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho. 📕 Musnade Ahmed 24529
- Nikah Meri Sunnat Hai Hadees Of The Day Nikah Meri Sunnat Hai ۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - "Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi. " 📕 Sunan Ibn Majah 1846
- 3 Kaamo Me Kabhi Der Na Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "3 Kaamo Me Der Na Karna" 1. Namaz Ada Karne Me Jab Waqt Ho Jaaye, 2. Janaze Me Jab Ki Taiyyar Ho Jaaye, 3. Bewah Ki Nikah Me Jab Ki Us Ka Munaseeb Rishta Mil Jaaye. - (Tirmizi Sharif)
- Join Ummate Nabi team as "Content Writer in हिंदी" ♥ Assalamo Alaikum! ek 30 page ki hindi me kitab jo ke nonmsulims ki khidmat me dawati paigam ke liye pdf me available hai.hum usey ummat-e-nabi.com/home Site par sequence se post karna chahte hai , . in'sha'Allah aapki is mehnat se kisi ek bhi nonsmulim ka dil islam ki hakkaniyat…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
- Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥…
- Musibat me Khair ki Dua [Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma bint Abu Umayya (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya, "Agar koyi musalman jisko koyi museebat pahuche aur wo ye kahe jiska Allah subhanahu ne usko hukm farmaya: "Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon, Allahumma Ajurni fee Musibati Wa Akhlifli Khairam…
- Nikah Nigaah aur Sharamgah ki hifazat karta hai aur Roza… ۞ Hadees: Abdullah-bin-Masud (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool(ﷺ) ne Irshad farmaya - "Aye Jawaano Jo Tum me se Aurato ke Hakooq (Haq) ada karne ki Taaqat rakhta hai tou wo Nikah zaroor kare, Kyunki Nikah Nigaah ko Zukaata hai aur Sharmgah ki Hifazat karata hai aur jo…
- 3 Batey Jise Haqeeqat aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Teen Baatey Aisee hain jisko Haqeeqat me kehna bhi haqeeqat hai aur Mazak me kehna bhi Haqeeqat ho jata hai , (Wo teen Baatey hai) Nikah, Talaq aur Ruju (yaani Talaaq ke baad Biwi…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…