“Bismil-lahi walajna, wabismil-lahi kharajna, waAAala rabbina tawakkalna.“
( Allah ke naam ke saath hum dakhil yuye aur Allah ke naam ke saath hi hum baahar nikle aur hum ne apne parwardigaar Allah hi par bharosa kiya. )
📕 Abu Dawud:4/325, Hadith: 5095
۞ Hadees: Ek dusri hadees mein hai ke:
“Jab Aadmi apne ghar mein daakhil hone aur khaana khane ke waqt Allah ko yaad karta hai tou shaitan (apne chelon se) kahta hai ke us ghar men tumhaare liye raat guzaarne ka thhikaona nahin hai aur na hi raat ke khaane mein tumhaara hissa hai.”
Related Dua:
- Ghar se Nikalne ki Dua
- Safar ki Dua
- Sawaari par sawaar hone ki dua
- Basti ya shahar mein daakhil hone ki dua
- Musaafir ko rukhsat karte waqt ki dua
- Padaao daalne ki dua
- Musaafir ki muqeem ke liye dua
- Safar se waapsi ki dua
- Bazar mein daakhil hone ki dua
- ALL DUAS
Related Posts: