♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
“Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain”.
– (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751)
» Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi Nahi Kar Sakta,
Na Uska Baap Na Baadshah-e-Waqt.
– (Bukhari Sharif)
» Musalman Aurat Ka Nikah Musalman Mard Ke Siwa Kisi Bhi Mazhabwale Se Nahi Ho Sakta.
– (Qanoone Shariyat J:2)
♥ Qaul-e-Mubarak: Imam Jafar Sadiq (R.A) ka Qoul Hai Ke:
“Jisne Apni Beti Ka Nikah Sharaabi Mard Se Kiya,
Tou Usne (Beti Ko) Zinaa Karne Ke Liye Rukhsat Kiya.”
– (Tanbia-Ul-Gafilin. S:169)
– (Mustadrak ul-Wasa’il)