Apni badhai aur taarif na kiya karo

Hadees Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki

Apni badhai aur taarif na kiya karo

Hadees: Zainab Binte Abi Salma (R.A) se mairwi ki,
Unka naam badah (Nekokar) tha, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai, uska naam Zainab rakh do.”

📕 Islami Akhlaq-O-Aadab, Page No#269, Hadith 17

Allah Taala hum sabko kehne sunne se jyada amal ki toufiq de.
Ameen Allahumma ameen.


WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment

Leave a Reply